A Story With A Moral
Class Mein Hindi Ki Teacher Ne Pappu Ko Boka
Madam: “Pappu Ek Story Sunao With Moral”
Pappu: “Maine Use Phone Kara Wo So Rahi Thi, Phir Baad Mein Usne Muje Phone Kra Main So Raha Tha.”
“Moral: Jaisi Karni Vaisi Bharni“
by Pak101.com (few years ago!) / 1028 views
Similar Jokes
Pathan K Ghar Guest Aa Gaye...
Maa Ne Kaha:
Jao Baita Ja K Mehmanon K Lie Kuch Ley K Aao
Pathan Bahar Gaya Or....
,
,
,
Rikshaw Le Aya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
The time taken by a wife when she says 'I'll get ready in 5 mins' is exactly equal to the time taken by the husband when he says 'I'll call u in 5 minutes!!! :P
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bar Raste Se Jate Hue Ek Nepali Ko Ek Chirag Mila.
Usne Usko Gissa To Usmein Se Jinn Nikla Aur Bola.
Jinn: “Aaj Main Bahut Khush Hun, Main Tumhari 3 Murade (Wishes) Puri Karunga, Hukam Mere Aaka”
Nepali Khush Hota Hua: “1. Ek Bara Sa Bangla, 2. Ush Mein Khub Daulatmand Aadmi, 3. Ushka Chokidar Humko Bana Do“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Gifted A Card To His Father On His BirthDay With Quote On It . .
Phool To Bohat Hain Par Gulaab Jaisa Koi Nahi . . Mere Baap to Bohat Hain Par Aap Jaisa Koi Nahi .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Singh: Oye, mar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath aarehla hai.
Banta Singh: Arrey, Mein bhi yehi bolnewala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Memon Aik Arbi Ko Apna Khoon Deta Hai
Arbi Khush Hokar Memon Ko 1 BMW Car Deta Hai
Phir Arbi Dobara Khoon Mangta Hai Memon Khoon Deta Hai
Aur Arbi Isko Till K Laddoo Deta Hai
Memon Kehta Hai:
Is Bar New BMW Kiun Nahi Di ?
Arbi Kehta Hai: Ab Mere Ander Memon Ka Khoon Dargish Kar Raha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
BOY Sir gandhiji ke sir per baal kyun nahi the TEACHER inteligent aadmi ki nishani he BOY ha tabhi ladkiyo ke itne lambe bal hote hai
by Pak101.com (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Laloo: Doctor, when I take a bath I get wet.
Doctor: Ok, next time when you are going to take a bath, turn off the tap.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sardar ko kisi ne khali message kia to sardar ne us number pe cal kar k kaha bhai ap ko maloom hai k ap k mobile ki sihai khatam ho gai hai
by Sabir shah (few years ago!)