Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Santa: Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta: Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa:Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta: Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha… ;->
by Mohammad Ali (few years ago!) / 887 views
Similar Jokes
1 Molvi dua mang raha tha
kash shahadt ki moat mil jaye
Pathan:ye nhi ho skta.
Molvi:wo Q?
Pathan:Jahad pe to tu ne jana nhi or halwe may ksi ne bomb rkhna nhi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Larka Ghar Dair Se Lauta,
Maa: Kahan Thay.?
Beta: Film Dekhne Gaya Tha,
"MAA DA PYAR"
Maa: Ab oopar Ja k ek Aur Film Dekh...
"peoo DI MAAR"
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Apna Father ka name batao
Lekin shortcut andaz ma batao.
Student:
CNG.
Teacher:
Ya Kaisa Name Ha.
Student:
Chaudhry Nisar Ghonga
by Pak101.com (few years ago!)
A boss asked santa to bring 2 corner tickets for a movie to enjoy with his gf..
Santa brought 2 corner tickets- A1 & A24..
LO KARLO ENJOY!!! ”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
PATHAN Ki Bus Nehar Me Gir Gai
POLICE: Bus Kesy Giri?
PATHAN:Muje Ni Pta!
POLICE : Q?
PATHAN : Wo Aj Helper Ni Aya
To Me Pechy Kraya Lene Gya Hua Tha.. ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Andha Police Me Bharti Hone Ke Liye Gaya.
Officer Ne Pucha "Tumhe Hum Kis Liye Rakhe.?"
Andhe Ne Fauran Jawaab Diya "Andha-Dhund
Firing Ke Liye."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Parvati ji: Prabhu Aapka Trishool kaha hai?
Shiv ji: Rajnikanth le gaya hai!
Parvati ji: Kyooon?
Shiv ji: Noodles khaane ke liye!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar wins 20 cr from Rs. 20 lottery ticket. Dealer gave 11cr after deducting tax.
Angry Sardar: “Give me 20 cr or else return my 20 Rs back
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Bacha Apni Maa se Pitnay Ke Bad
Papa ApNe Koi Kala Ilam Sekha Hy Kia ?
Papa: Nahi Beta
Bacha: phr Etni Zalim Balaa Pakri Kaise..!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ustad (Shagird se): Tum aaj phir der sey school aaey ho?
Shagird: Sir rastey mein ek board ki wajah sey der ho jaati hey, us per likha hey, aagey school hey, aahista chalein
by hearthackervsgirls (few years ago!)