Ek Larka Ghar Dair Se Lauta
Ek Larka Ghar Dair Se Lauta,
Maa: Kahan Thay.?
Beta: Film Dekhne Gaya Tha,
"MAA DA PYAR"
Maa: Ab oopar Ja k ek Aur Film Dekh...
"peoo DI MAAR"
by Pak101.com (few years ago!) / 1005 views
Similar Jokes
Aik Dost ko 3 Bar call kiya
Us ne Phone Nai Uthaya I messaged him:
Call urgently, she wants your number
ab voh mujh 20 bar call chuka hai aur mein
phone nai utha raha ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife : Tum Toh Chahte Ho K Main Mar Jaon
Aur Meri Tamam Cheezai?
Tumhari Ho Jaye?
Hasband : Lehhh, Eddddi Tu Benazeer?.
by Pak101.com (few years ago!)
Joke tym.
Aj kal k relationships se zyada
.
.
.
.
.
.
.
.
.
China Mobile ki batterychal jati
hai:D
by Pak101.com (few years ago!)
Lady call in firebregade: Hello meray ghr mein aag lg gae hai
Admi: pani dalo
Lady: dala tha aag nhi bhuji
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Admi: fay mojaan kro asi keri pepsi sutni si :p
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan khali kaghaz ko bar bar choom raha tha
Punjabi:Ye kya hai?
Pathan:Love letter aya hai.
Punjabi:Magar ye to khali hai
Pathan:Aj kal bol chal band hai….
by Pak101.com (few years ago!)
Beta: Papa apki shaadi ho gayi?
Papa: Haan.
Beta: Kis se hui?
Papa: Bewkuf teri mummy se..
Beta: Wah papa ghar me hi setting kar li.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Technical Thinking!
A Software Engineer Falling From The Roof Of A Building
And Shouting
F1 F1 F1, Instead Of Help, Help
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Rozana
CHeeNi Ka Dabba Kholta Or Band Kar Ke Rakh Deta.
Why.?
Q
.
Ke Doctor Ne
Kaha Tha Ke
Rozana Apni
SuGaR Check
Kya Karo...!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Ki Maa:
Puttar Tujhay Yahan Se
Lahore Janay Mein 1 Din Laga
Aur Wapas Aanay Mein 3 Din Wo B Naye Car Se
Sardaar :
Maa Ye Car Bananay Wale Bhi
Pagal Hein Janay K Liay 4 Gear
Or Aanay Ke Liay Sirf 1 (Revers) Gear
by Tanveer Hussain (few years ago!)
apnay hi hotay hn jo pajama kheench k bhaag
jaatey hain
faraz
warna gheron ko kya khabar k tum rebber walii
shalwaar pehente ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)