Qabristan main chars
Charsi Qabristan Me Churs P Rha Tha.
Police: Kya Kr Rhe Ho ?
Chrsi: Abu K Lia Dua.
Police: Ye To Bache Ki Qabr Hy.
Chrsi: Abu Bachpan Me Hi Mrgye Thy.:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
Aap ny kitni dafa logo k Mouh say suna ho ga
"Bonga"
Mager aaj tak kisi ko ic ki history nahi pata
Hum bhi aksar auqat bila sochay samjhy Apni guftagoo main isko istimal kertay hain or hamain ya andaza bhi nahi hota ky hum kya keh rahay hain
Yaa Farsi zuban ka lafz hy or ic ka matlab hy
"Bonga"
ghor sey perhany ka shukria. :-)
Bongay :D
by lescol (few years ago!)
Pathan Ka Bacha.,,
Abu Ham Ko Baja Dilao..
Pathan:
Nahe Khocha Tum Sab Ko Tang Kare Ga…
Bacha:
Nhi Abo Khuda Ka Kasam
Jab Sub Sojaye Ga Hum Tab Bajaye Ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Airhostess: Sir Ap Kya Lain Gay?
Lahori Musafir (Akartay Hoye): Pepsi, Kabab,
Chicken Pakora & Tandori Chicken With
Naan Raita+Salad.
Airhostess: Sadqay Jawan, Pressure Kuker Di Toti Warga Munh Ay Tawada.
Tusi PIA Day Jahaz Tay Aaye Ho,
Apni Pehan Day Walimay Tay Nai.
Moral: Airhostess V Lahore Di C.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband or Us Ki Wife me jhagra hua,
Wife ne apni Maa ko phone kiya: Ami mera husband Se jhagra ho gya hai, Main 3,4 mahino k liye ap k ghr aa rahi ho,
Maa boli: Jhagra us kambakht ne kiya hai to Saza bhe usy he Milni chahiye , Tu wahin ruk Main 5,6 mahino k liye aa rahi hon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Na cheeno mere mulk ki larkiyoo se Mobile ki service "REHMÄÑ MÄLIK"
.
.
.
.
.
.
.
Ek yahi to kam hai jis ki waja se wo gar k kam waqt se pehly kr leti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kuttay ko Murghi se Pyar tha
Usne Murghi se shaadi ki.
Kuch Dino baad Murghi ne Khargosh ko janam dia
Kutta: ye Sab Kya Hy?
Murghi: AJAB PREM KI GHAZAB KAHANI
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladke ne jockey ka underwear kharida. 2 din bad woh gaon chala gaya.
Waha usne apni dhoti upar karke sabko dikhaya.
Baad mein ghar pahuncha toh pata chala ki underwear toh chair par para tha!!
by khalid hussain (few years ago!)
Laloo got promotion from clerk to manager.
He went home and told his wife in new style “You will sleep with a manager today…”
Wife fell unconscious
by Pak101.com (few years ago!)
1 boy ki G.Frnd ny usy lettr likha, mujse milny 1
lrka aya hy,tumsy kahin acha hy,mei us se shadi
karungi meri pic wapis bijhwa do
larky ny apne sary doston ki G.F ki 30 pics jama
ki,drmyan me uski pic rkh k lettr likha,
lo,in mei sy nikal lo,me tmhari shakal bhool gya
hn!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ek pathan ki behan ko daku utha kar le gaye,
sab ne kaha daku khatarnak hain khali haath mat jana
behan ko bachane.
Pathan 2 kilo mithayi le gaya.
by Pak101.com (few years ago!)