Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan: Dhiyaan Se Dekh Neechey Andhay Four Wheel Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 917 views
Similar Jokes
Dil diya tha MOHABBT ki nishani samajh kar,
Wo kha gaya use BIRYANI samajh kar.
Khoon-e-jiger B na chora zalim ne,
Wo B pi gaya LIMON PANI samajh kar.
by Asim Raza (few years ago!)
Larki- Dad, Mei Maa Banne Wali Hu..!
Dady- Battamiz Besharam..!
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
Larki- Apne He To Kaha Tha Jab Tak Mai Kuch Ban Nahi Jati, Meri Shadi Nahi Karoge. . .
by Pak101.com (few years ago!)
pathan cycle par jaa rha tha key galti se qabristan me ghuss gya aur jub bahir nikla toh bola
uffff.... khudaya ye konsa road tha jiss mein itna jump tha
by amir kamal (few years ago!)
Dulha: Aaj se tum meri Zeenat ho, Tabasum ho, Tamanna ho…
Dulhan:
Sharma k…
Ji Aaj se aap b mere liye
Naveed ho,
Tahir ho,
Imran ho.
Kamran ho..;-)
by Pak101.com (few years ago!)
10 Saal Baad
Grl Boy Ko Dekh K.
Kya Mast H
Ma Bap Ne Kaha Chupa Rkha Tha
Muje Is Bache Ka No Chahiye
BOY Sharmate Hue
Ap K Ghar Baap Bhai Nai H Kya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Larki: Main Kal Tum Se Milne Nahi Aa Sakti.
Larka: Chalo Mai Tumhara Gift Kisi Or Ko De Deta Hun
Larki: Mera Matlab Tha Kal Nahi Aa Sakti Abi Kahan Ho Tum?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Mere bache hun ge to 1 ko karachi aur ko Lahore chor aaunga
2Admi:woh Q?
kal TV per beta rahe the k bachon k darmiyan waqfa zarooi hai.!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
(In 2025)
man wid his son at main gate of Gaddafi stadium
Beta humare zmany mein yahan match hua krty thy
Beta: acha Abu!
To tub sabzi mandi kahan hoti thi.?
by Zia Rasool (few years ago!)
Ek Mareej Doctor Ke Paas Gaya.
Mareej: “Doctor Sahab, Mere Kaan Mein Matar Ka Podha Ugg Aaya Hai”
Doctor: “Ye Badi Hairani Ki Baat Hai”
Mareej: “Ji Haan Doctor Sahab, Hairani Ki Baat To Hai, Kyun Ki Mene To Apne Kaan Mein Bhindi Ke Beej Dale The“
by Pak101.com (few years ago!)