Ustad to akhirr ustad hota
10 doctorz aur 1 engineer Helicopter Ki Rassi Se Latke Hue The
Pilot Ne Kaha Load Zyada Hai 1 Aadmi Ko Chorna Hoga
Engineer Ne Kaha Apni jaan Ki Qurbani Mai Deta Hoon Taaliyan
Ye Sun Kar Sab doctorz Taaliyan Bajane Lage,
Aur sabke sab Neechey Gir Gaye Ustad to akhirr Ustad hota hai na.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 573 views
Similar Jokes
Aurat Zubaida Apa Se
Jb bi mera shohar ghr ata hai to atay hi mujhy marna shuru kar deta hai,
Zubaida Apa: Wo jb ghr aye tum15 mint tk dant saf kia karo,
Aurat kuch din baad,
Dant saf karny ka itna fayda hai ky ab mera shohar mujhy kuch nhi kehta.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan angoor bech raha tha
mgr keh raha tha piaz le lo piaz.
Ek admi ne kaha khan saab ye to angoor hai.
Pathan: Chup ho jao warna makhia aa jayn gi…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
heikh 8th manzil se niche gira.
Girte huwe kitchen ki window k pas pohncha
to apni BV ko dekh kr chiLaya:
Shagufta meri ROTI na Pakaeen.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Grl in Burkha!!
Boy-Kaha ja rahi ho meri jaan!
Grl-Tere Ghar,
Boy-Main bhi aata Hu
Grl-Aaja beshram, Ammi ko bataungi Apni bahen ko Chedta hai
by Pak101.com (few years ago!)
son:"dady what is difference between confidence & secret"?
dad:" u r my son that is confidence .
ur friend is also is my son that is secret
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher:
Agar Do Peepal K Darakhton Ko
Aik RaBi Se Baandh Diya Jaye
To Us RaBi Ko Kya Kahen Ge?
Sardar:
Us Rabi Ko Bolenge
“Nokia”(Connecting Peepal):-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek faqeer tha.
Bheek mangne ke liye masjid ke bahar baitha tha..
Sab namaazi aankh bacha kar chale gaye aur usse kuch na mila..
Wo phir church gaya..
Phir mandir aur phir gurudware.
Lekin usko kisi ne kuch na diya..
Aakhir 1 Beer Bar ke bahar aa kar baith gaya..
Jo bhi sharabi bahar nikalte woh uske katore me kuch daal dete..
Uska katora noto se bhar gaya...
Faqeer bola...
"Waah re Prabhu"
Rehte kahan ho aur address kahan ka dete ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa was drawing money from ATM.
Banta, who was just behind him in
the line said: I’ve seen ur password. It’s ****.
Sant: U r wrong. It’s 1394.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SANTA in court(sad): Bachpan
me agar maa ki baat suni hoti to aaj yeh din na dekhna
padta.:(:'(
JUDGE: Kya kehti thi maa?:/
SANTA: Judge sahab aap bhi
kya baat kar rahe hoo
Jab baat hi nahi suni to kaise bataau ki kya kehti
thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)