Ek chooha
Ek chooha sharab k glass me gir gaya.
Wahan se ek billi guzri to usne billi se kaha k mjhy yahan se nikalo phir chahy mjhy kha jana.
Billi ne laat mari glass gira diya.
Chooha nikal kr bhaga or bil me ja kr khara ho gya
Billi na kaha jhooty, dhoky baaz tm to keh rahy thy k mjhy nikalo beshak mjhy phir kha lena…
Chooha Muskuraya
Or Bola
Jaan naraz mat hona
Us waqt main Nashy me tha.;-)
by Mohammad Ali (few years ago!) / 954 views
Similar Jokes
Why I Hate C.I.D :(
An Example:
LADY: Rahul Mera Bhai Tha
DAYA: Kya? Rahul Tumhara Bhai Tha?
LADY: Han, Rahul Mera Bhai Tha
ABHIJEET: Rahul Sach me Tumhara Bhai Tha???
LADY: Ha Sir…Wo Mera Bhai Tha.
ACP: My God, Iska Matlab, Tum RAHUL Ki Bahen Ho …
by inayat khan (few years ago!)
Teacher:zameen wale janwar bache dete hain aur hawa me urny wale anday dete hain wo kon si chez hai jo hawa me b urti hai aur bachay bi deti hai'
sardar:ear hosts
by Sabir shah (few years ago!)
Husbnd:
Lagta hai Paros ma Bakra Halal ho raha hai
Accha hai aaj Gosht nahin lana parrega
Bv:
Tum apnay kaan saaf karwao
“ALTAF Bhai”TV pe khitab kar rahe hai
by Tariq Bangash (few years ago!)
Shiekh: Is Sheeshy ki koi Garanty ?
Dukandar: Ap isko 100 Manzil Se Nichy Girao Ye 99 Manzil Tak Nahi Totey Ga.
Shiekh: Jee Oye Shehzade Kar Dey Pack…
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Jeet k b haar gya me pyar ki bazi yaro
Main uska DEVDAS tha wo thi meri PARO
wo guzar gai pas se nazar b na milai
Q k i was on cycle & she was in PiJARO..a
by haleema sadia (few years ago!)
Ek Pathan Maolana Sb Moharam Ma Wa`Az Kar Rahe Thhe
K Medan-E- Karbala Ma
Zalmon Ne Muslmaano Ka PAANI Band Kar Diya Hazreen Par Is Jomlee Ka Koi Assar Na Parra Pher Maolana Sb Bole Khana B Band Kar Diya
Pher B Koi Awaz Na Aai
To Moalana Sb Ne Cheinkh Kar Kaha Or To Or Zalmon Ne “NASWAR B BAND KAR DIYA”
To Saare Ka Saara Majma Cheikh Uthha
Ha Ey
Haa Eyyy
Haaa Eyyyyy
Haaaaaeeyyyyyyy
by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik kanjoos k ghar ko aag lag gai wo ghar ko bacha nai saka
pata hai kiun?
;->
kiun k wo pori raat fire-brigade ko miss calen deta raha
by Sabir shah (few years ago!)
TeaCher:
Es Sentence Ko English Mai Translate Karo
"Larkiyan Yaha Se Guzar Chukki Hai"
.
Student:
Oh Shit Yar I Am Late.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Apni Maa se: Kya aapne mujhe paida hony se pehle dekha tha?
Maa: Nahi to...
Pathan: To phir Paida hony k baad aapne mujhe pehchana kese?
by Abdul Hannan (few years ago!)