student life
Height of Innocence
Kid (on phone): Madam, My son will not come to school today !
.
Madam: Who are you?
.
Kid: My Papa Speaking !!
by inayat khan (few years ago!) / 744 views
Similar Jokes
Khan Sahb Ki Flight Ma Tabyat Kharab Ho Gai To Air Hostess Asked:
R U Suffering From Fever?
Khan Sahb: No, From Karachi &
Going 2 Peshawar
by Pak101.com (few years ago!)
santa Ne Khubsurat Ladki Ko Dekh Kar Kaha
santa: Aap Kahan Rehti Hain
Ladki: M G Road
santa: Itni Khubsurat Hokar Road Par Rehti Hein
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Aadmi Sardar se:Rotay Q ho?
Sardar:Truck di takar tu bal bal bchya wan!
Admi:Bch to gay ho phr Q rote ho?
Srdar:Truck day piche likhya c
“FAER MILLAN GAY”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baap Bete Se:Nalayak Padhle Kabhi Tune Apni Koi Book Khol K B Dekhi He
Beta:Ha Roz Kholta Hu Ek Book
Baap:Konsi
Beta:"FACEBOOK"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- Doctor saab 1 pareshani hain ki main jab bhi nahata hoon geela ho jata hu!
Doctor - kal se nahate samay nal band kar liya karo
by Pak101.com (few years ago!)
Maine kahin suna tha k
khubsurat cheezain dekhne se Insaan
khud b
khubsurat ho jaata hai..
So
Humesha
apne paas
Meri Tasveer rakha karo..! ;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan ne apni Bhabhi ka Murder kar diya:
Police: Murder kyon kya?
Pathan: Mere dost k paas call aai woh hans hans k baaten kar raha tha.
Maine pucha kon hai? woh bola Tumhari Bhabhi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher Asked Pappu: Jab Larki Ki Age 18 Saal Se Uper Ho Jaye To Usay Kis Cheez Ki Zarurat Hoti Hai? Pappu: Shanakhti Card(N.I.C) Ki. Ap B Apni Zehniyat Pappu Ki Tarah Saaf Rakhen.
by Pak101.com (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha:
Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)