Papa Humaray Ghar main Jin hain ?
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay
Beta: Papa Nokrani kehti hy k
humaray Ghar main jin hain
Baap: Saman pack karo
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie
Nokrani hi Nhi Hai.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 812 views
Similar Jokes
Why Kareena did not marry Shahid? Bcoz she
wanted a new surname after marriage. Not Kapoor
agiain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Choro ishaq me kia rakha hai,
kbi ami naraz to kbi aba naraz
bujha to apne seene se ishaq ki pyas
kiun k tarboz ka sharbat hai 5 rupee/glass
by Sabir shah (few years ago!)
Raaaaaaaaaaaabert iss harami ko liquid oxygen may daal do ! Liquid issay jeenay nahi day gaa, oxygen issay marnay nahi day gaa!
Sheeshe ko sheesha kat ta hai, lohe ko loha kat ta hai, tujhe paagal kutta katega.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:yar tune jis ladki ko naadi me dubne se bachaya tha usne fasi laga li hai.
banta:pagal hai kya use toh maine sukhne k liye tang diya tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A pathan was playing "KUN BANEGA KOARO PATI"
Shahrukh asked apny baap ka nam batao.
Pathan replied:"Hum ko pagal samajhta hai kya?"
Pehly 4 option tu do?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larki: Dukhandar se ye suit kitne ka hai?
Dukhandar: 1500 ka
Larki: Uff aur wo wala
Dukhandar: Do dafa Uff
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl boy se bolti h tum kitne bhai bahen ho
Boy- hum 7 bhai bahen h
Girl - Q baap ko or kuchh kaam nahi tha kya
Boy ladki se bolta h tum kitne bhai bahen
Girl - hum 2 bhai bahen h
Boy - Q baap me dum nahi tha kya
by Pak101.com (few years ago!)
Customer At Sardar Jee’s Resturant:
Sardar Jee Soup Main Makhi Hai……
Sardar Jee Oye Dil Wadda Kar
Makhi Tera Kinna Soup Pe Jao Ge….!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Hotel Mein ROAST Khanay K Baad Haddi Chaba Raha Tha. Paas May Betha “Indian” DAAL Kha Raha Tha,
Usne PTHAN Se Tanziya Andaz Mein Pucha:
KHAN! Tumhary Elaqay Mein “KUTTAY” Kya Khatay Hein?
PATHAN: DAAL:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek molvi sahab jalsey mein taqreer ker rahey they “Ey musalmano, aaj kal cable per bohat kharab channel chal rahey hein”
Ek shakhs uth ker khara khara hua or kehney laga, “Molvi sahab, apna taar check kerwayein, hamarey ghar par channel bilkul saaf or theek chal rahey hein”
by Tanveer Hussain (few years ago!)