Acha dost zindange ko janat

Achcha dost zindgi ko jannat bnata
hai. Islye Meri qadar kia karo
Warna fir kehte firoge.!! Bahti hawa sa tha wo
Yar hmara tha wo
Kaha gaya use dhundo.

by khalid hussain (few years ago!) / 1022 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Bekaar hi shak

Naukraani:-malkin aap mujh per bekaar hi shak kar
rahi hai,main aapko kaise samjhaau mujhe to shabd
nahin mil rahe hai.
Malkin:- tujhe shabd nahin mil rahe hain,aur mujhe
1 thaali,5 katori aur 2 drzan chammach nahin mil
rahi hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband and Wife Hindi Joke

Wife: Aap bahut mote ho gae ho
Husband: Tum bhi to kitni moti ho gai ho

Wife: Mai to maa banne wali hu
Husband: Mai b to baap banne wala hu

by Pak101.com (few years ago!)
Pappu school mn gadha le k aya

Pappu school mn gadha le k aya

Miss:Ye gadha,Q laye ho?

Miss ap hi to Kehti hn K me ne bry bry gadho Ko insan bnaya hy

To me ne socha is ki b"life bn jae gi .?

by Pak101.com (few years ago!)
Choohe maar dawai

Pappu:choohe marne wali dawai to dena.

Dokandar:ghar le k jani hai

pappu:aur kia choohe pakar kar yahan le aaon

by Sabir shah (few years ago!)
Sardar

1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai

2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai

2nd sardar:door ka mein samjha nahin

sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain

Ek Sindhi Aur Pathan ka Interview Tha:

Sindhi se:

Q: Taleem
A: B.A

Q: Pakistan kab bana?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.

Q: Pakistan ka PM kon hai?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain.


Pathan ye sub sun raha tha usne teeno ans yaad ker liye.


Pathan se:

Q: Naam?
A: B.A

Q: Kab Paida huwe?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.

Q: Baap ka Naam?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain

by Abdul Hannan (few years ago!)
School Me Master

School Me Master Ji Ne Chote Sardar Se Poocha:
Jis Me Koi Kami Nahi
Usko Kya Kehte Hen?”

Chota Sardar Bola : “Kami-Na”

by Pak101.com (few years ago!)
Konsa Prinda Sab Se Taiz Urta Ha?

Ustad: Konsa Prinda Sab Se Taiz Urta Ha? Boy: Hathi

UstaD: Nalaiq,Tera Bap Kia Krta Hy?

Boy: BSP KA Unit incharg he
Ustad: Shabash Hathi is the right answer .

by Pak101.com (few years ago!)
Ek sheikh doctor k pass gaya or bola

Ek sheikh doctor k pass gaya or bola
k ghar ja ker mareez check karnay k kitnay pesay logay?
Doctor:300 rs.
Sheikh:chlain doctor sahab.
Ghar puhanchay to docor ne pocha k mareez kahan hai?
Sheikh: mareez koi nahi hai,
Taxi wala 500 mang raha tha

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pakistan a match

Pathan T.V per bomb rakh kar Pakistan a match daikh raha tha. Bv: ye bomb kis liay rakha hy?
Pathan : agar aaj salay haray tu pori team ko bomb sy urra don ga
Geo Khan

by Mohammad Ali (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Pathan

Jail ko Hawalaat kiun kehte ..

1 Larka Doosre Larke Se

Sardar ki wife romantic mood..

Attitude Of A Student

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Aik pathan airport sy bahir ..

A group of elephants

Sardar (Larki ko chertay hoe)

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook