student life
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by inayat khan (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Santa Ne Ek Bar Bazar Mein Amrood Khareede Aur Khane Laga.
Achanak Usne Dekha Ki Marood Ke Bich Mein Ek Keeda Hai.
Santa Gusse Se Amrood Wale Se: “Abe Oye, Tere Amrood Mein Se To Kida Nikla Hai”
Amrood Wale Ne Socha Ye Santa Hai, Isko Pagal Banaya Jaye, Bola.
Amrood Wala: “Bhai, Apni Apni Kismat Hai, Kya Pata Agle Amrood Mein Se Motorcycle Nikal Aaye”
Santa Ne Ye Suna Aur Khush Hoke Bola: “Achha, Chal Fir 5 Killo Pack Kar De“
by Pak101.com (few years ago!)
So Jate Hain Bed pr KitaabeN or Notes Bikhair kr
...Faraz..
Students Kabhi Neend ki Goli khaya nhi krte.
by Pak101.com (few years ago!)
Anath Ashram Manager to Bania:
Sethji, aap hamare anath ashram ke liye kya kar
sakte ho ?
Bania: Mein anath ashram mein apne 4 bachhe bhej
sakta hu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girlfriend Romantic mood me, Aaj ghar mai koi nahi hai, Aajao
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boyfriend :- Tu mere ghar aaja pagli, mere ghar sab log hai
Tera dil laga rahega :P
Moral :- Har ladka kamina nahi hota, Koi sharif bhi hota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Tiger Killed A Sardar In The Zoo
A Man Asked Y Did U Killed Sardar?
Tiger: Or Nai To Kya..
Sala Kab Se Keh Rha Tha
Itni Bari Billi Wo0oeeen Itni Bari Bili
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Q: If your wife is shouting at the front door and your dog is barking at the back door, who do you let in first? A: The dog, of course. At least he'll shut up after you let him in.
by inayat khan (few years ago!)
Wife: Ji apko mujhme kya acha lagta hai meri samajhdari ya meri beauty..
Husband: Mujhe to ye tumhari Mazak karne ki aadat bahut achi lagti hai..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bush Sardar Se:
Kya Tumhe Swimming Ati Hai?
Sardar: No
Bush:
Tumse Kuta Acha Hai
Sardar:Tumhe Ati Hai?
Bush: Yes
Sardar:
Kutay Or Tum Main Farak Kya Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan bht pareshan tha k hr joke main mera hi zikr kyoun hota hai.
us ne apni b.v se kaha:
“koi aisi baat kro jis ma main involve na hon”
b.v : “i m pregnant”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pappu Ne Is Bar Rakshabandhan Par Apne Dosto Ke
Sath Milkar Discuss Kiya.
Pappu: “Yaar, Aaj Ke Din Koi Bhi Ladki Kisi Bhi
Ladke Ko Bhai Bana Leti Hai, Aur Duniya Kuch Nahi
Kahti Ulta Sab Khush Hote Hai”
Dost: “Baat To Thik Hai, Phir?”
Pappu: “To Problem Ye Hai Ki Karvachauth Wale Din
Kisi Ko Bhi Pati Kyu Nahi Bana Sakti?”
Hume Insaaf Chahiye….
by Tanveer Hussain (few years ago!)