Ustaad aur Saara
Ustad: agar mei tumhare walida ko 5000 rupe du
Aur unhe sirf 2000 ke zrurat ho tu wo kitney wapas kren ge?
Sara: 1 b nhe
Ustaad: Tumhari ma hisab nhe janti?
Sara: Sir ap meri ma ko nhe jante
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1092 views
Similar Jokes
Sardar:beta kbi chori na karna chori ka phal hamesha karwa hota hai
beta:lakin jo apple me ne chori kar k khaya hai wo metha tha
by Sabir shah (few years ago!)
Police wala:tumhara koi mulaqati nai aya kia sub naraz hain?
Qaidi:nai wo pehle hi qaidi hain
by Sabir shah (few years ago!)
Ik din ik pathan sabzi leenay gaya or woh sabzi mandi pohncha to dekha kafi deer se sabziwala sabzi ko pani laga raha hai akhir tang aaker us ne sabzi walay see kaha jub yah timtor hosh main ajayeen to 2 kilo tol dena.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man: Magar computer me inka kya kaam?
Sardar: Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Boy : Mein tumhay gallay lga Sakta hoo, withOut touching !
.
Girl : Impossible
.
Boy : Lagi shartt ek “Pepsi” Ki ??
.
Girl : Ok
.
Boy ne zor Se gallay lgaya …
.
Girl : Hey ! You touched me
.
.
.
Boy : han to ro q rahi ho???
laa rha hoo na pepsi..
by Mohammad Ali (few years ago!)
1st Boy:
Yaar main aisa kya karu k Teri Shaadi k baad me Teri Biwi ko Film Dikhane le jau aur Tujhe Bura b na lge.??
2nd Boy:
Meri Shadi Apni Behen se kra d..
by Pak101.com (few years ago!)
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Kia Aap k Sur Par Seengh Hain???
Just Check It
Nahi Hain??
Nahi
R u Sure??
Yes
Koi baat Nahi Gadhay k bhi nahi hotay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Meine Uss Ladki Ke Liye Cigarette Peena Chod Diya,
Bar Mein Jaana Bhi Chod Diya,
Jua Khelna Bhi Chod Diya,
Dost: To Phir Uss Ladki Se Shaadi Kyun Nahi Kar Leta?
Ab Yaar Itna Sudhar Gaya Hoon Sochta Hoon Doosri Hee Pata Loon..
by Pak101.com (few years ago!)
Circuit bhai naukar ne chandi ka chammach chori kar liya Munna kaun sa wala Circuit woich bhai jo apun hotel se chori kar ke laye the
by Pak101.com (few years ago!)