Ek Aadmi K Daant Me Keera Lag Gaya
Ek Aadmi K Daant Me Keera Lag Gaya
Wo DENTIST K Paas Gaya To DENTIST Bola 4 Din Subah-Shaam
Doodh Biscuit Lo
Aur 5ve Din Sirf
Doodh Lo
Keera Zaroor Nikal Jayega
Usne 4 Din Doodh-Bisc uit Liye Aur 5ve
Din Sirf Doodh Piya,
.
.
.
.
.
.
Keera Bahar Nikla Or Bola
“Aaj Biscuit Nahi Hay Kya..?”
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1115 views
Similar Jokes
OBAMA: Do you know Swimming?
LALU: No
OBAMA:Dog is better than you,it Swims.
... ...
LALU:Do you know Swimming?
OBAMA:Yes
LALU:Then,Whats the difference between you and Dog?
OBAMA shocks...LALU Rocks!!
by Pak101.com (few years ago!)
Plz Don’t kill me after reading
this…
Arz kiya hai:
.
.
Tum jo aaye zindagi mein baat
ban gai,
Tum jo aaye zindagi mein baat
ban gai,
.
.
.
Samose mein chutney daali chaat
ban gai xD
xD
.
.
Thanks mat bolna ab! :’D xD xP
by Mazhar Khan (few years ago!)
Fact of Classroom
Jab professor tumhe Class se baher nikal de TO SAMAJH LO K TARAQQI KAR RAHE HO
....
.
He might b afraid dat u know more than him
B +ve.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Dost:agr tum zaheen ho to Rs.100 bhejo.
Hoshyar bo to 200.agr dono ho to 300 bhejo
sardar ne 600 rupee bheje aur kaha me in sub ka baap hun.
by Sabir shah (few years ago!)
Old Man School K Principal Se:
Zara Papu Ko Bula Dein
Principal:
Aap Kon?
... ......
Old Man:
Mai Uska Dada
Principal:
Wo Chutti Leker Ap K Janazay Mai Gaya Hai......
by Pak101.com (few years ago!)
Height Of Embarrasment :
Man Sitting With his Wife in the Park
Another Lady Comes to his Wife and Says:
“Paise Pehly Le lena, ye admi Baad Mai Bahut Lafra Karta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
A best funny example of Husband Happiness
Husband: Sir, meri wife kho gayi hai…..report likhlo !!
Officer: Bhai yeh postoffice hai. Ja ke police station mein report likhao…
Husband: Kya karu, KHUSHI KE MAREY kuch samaj hee nahi aa raha…
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA BAR BAR ZEBRA CROSSING PE IDHAR UDHAR CHAL RAHA THA......
.
.
.
.
WO KYA SOCH RAHA HOGA....
.
.
.THINK?
.
.
.THINK.?
SAALA YE PAINO BAJTA KYON NAHI HAI....
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Nursery CLASS Ka Bacha:
Ma’am Main Aap Ko Kaisa Lagta Hun?
Madam:
Oh, Very SWEET..
BACHA Apnay Dost Se:
Dekha, Maine Kaha Tha Na Line Marti H
by inayat khan (few years ago!)
Santa buys a new Pressure Cooker & next day he returns it.
Shopkeeper: Why are you returning it?
Santa: Ghar me jawan beti hai, or ye sala seeti bajata hai.
by Pak101.com (few years ago!)