chinese lady
chinese lady pakistani lady se:
"Mere Husband ka Chalte Chalte intiqal Ho Gaya.
Pakistani Lady:
..."Bus Behan , China ki Cheezon ka Yehi Masla Hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 777 views
Similar Jokes
Mohabbat
ISHQ
Pyar
ye 3 Cheeze Har Tufaan ka Muqabla KR sakti hai
Magar Ek Cheez in Sab Ko Khatam Kar sakti hai
Aur Vo hai Mummy Ki Chappal.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumhaare aur harish ka answer ek jaisa hai, woh kaise?
Student: Kyunki question ek hi tha na masterji, isliye.
by Pak101.com (few years ago!)
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tufani Barish Mein Ek Pathan
Ka Gadha Gum Ho Gya Tha
Pathan Dhonty Hoye 1 Park Pohanch Gaya Wahan 1 Larka Apni Girl Friend Ki Ankhojn Me Dewkhte Hoye Keh Raha Tha Mujhe Tumhari Ankhon Main
Pori Duniya Nazr Aa Rahi Hai
Pathan :Dekhna Mera Gadha Nazar Aa Raha Hai Kya
by Pak101.com (few years ago!)
Insaan ka sab se ziyada dil kab jalta hay?
Jab aap original Nokia ka mobile le kar behte hon
aor koi aa kar kahe..China Hy?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Circuit -Bhai, woh apnay bachpan ka dost aarehla
aaj raat ko dinner pe. Mera sara chain collection
apnay kamray mein chupa do na please.
Munnabhai -Kyun tera dost chor hai kya?
Circuit -Nehin bhai, woh apnay chain pechan lega.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor Ne Pathan Ko Samjhaya Ke Agar Wo Roz 3 Km Chale To 1 Saal Mein 50 Kg Wazan kam Ho Jaye Ga.
1 Saal Baad Pathan Ne Doctor Ko Call Ki,
Doctor Sahib Wazan To Kam Ho Geya Hy Magar 1 Problem Ho Gayi
Dr: What problem.
Pathan: Khocha Ham Apna Ghar se 1100km Door Pohanch Geya Hy…
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
>>* (In a party Pathan asked a girl" : "Aap "Dance" karain gi"... ?
>>* (Larki khari ho kr) : "Haan"...
>>* Pathan:
To main ye kursi Lay Loon .....
by Abdul Basit (few years ago!)
Ek Aadmi Ladies ward me admit ho gaya.
Nurse:- Tumko sharm nahi aati.
Aadmi bola:- Sharm kaisi...!
Hum to Paida hi Ladies Ward me
huye the!!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Nurse Ka Mangaitar Usay Bari Hasrat Se:
“Jaanu Kash Mujhe Koi Haadsa Paish Aata
To Main Tumhare Ward Main Admit Hota,
Tum Meri Khidmat Karti
Aur Main Jaldi Theek Ho Jata”,
Nurse:
Jaan Tumhe Mere Paas Koi Hadsa Nahi
Balkay Moujza Hi La Sakta Hai,
Kyon K Main DELIVERY Ward Main Hoti Hoon …
by Pak101.com (few years ago!)