Dedicated to Pakistan
Tumhain ye gila hai jaana k mizaaj Q hai barham…
Kaho kaisy muskuraon Mera Shehr jal raha hai.!!!
Dedicated to My beloved country ===Pakistan===
by Abdul Sami (few years ago!) / 1420 views
Similar Jokes
ek khaali ghar ki diwaar py likha tha k uper khirki mein mat jhankna .ek admi roz kaam py jaaty huy parh k chala jata lekin ek din us ny khirki mein jhankny ka socha jab jhanka tow dekha.
.
.
.
.
andar likha hua tha "aakhir jhaank hi liya na idiot"
by sarmad abbas (few years ago!)
1 Admi GOLU Ko Mar Raha Tha
Logo Ne Poocha K Q Maar Rhe Ho
Aadmi-Sala 1 Ghante Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kb Aaega
Muje Rashan Nai Mila
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan pe
Bijli ki tar gir gaiy:
pathan tarp tarp k marne hi wala tha:
K:
Light chali gai,
pathan khushi
Se bola . .
Pakistan zindabad
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Pathan Ladki Ko Propose Karta Hua Kehta Hai.
Pathan: “I Love You”
Ladki: “Meri Chappal Ka Size Pata Hai Na Tumhein?”
Pathan: “Lo Kar Baat, Friendship Toh Abhi Hui Nahi Aur Farmaishein Pehle Hi Tyaar“
by Pak101.com (few years ago!)
Wo Roz Pochti Hai Kya Humein Yad Karte h0
Ab Usay k0n Btaye k Yad krna Itna Asaan h0ta To Hum Apni
.
.
Class Main TOp Na Kar Letey
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 pathan hsptal aya to nurse n btaya
Mbarak ho
is waqt 2 baj rhe hen or ap 2 bcho k bap bn gaye hen.
Pthn: Khuda ka shukar he ke hm 12 baje yhan nai aya:-D
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mor(Peacock) Morni ko
kiss karne laga.
Morni use rok k idhar
udhar dekhnelagi,
Mor: Kya hua Janu?
Morni : Dekh rahi hu aas
pass Discovry wale to
nahi hai,
Saale MMS bana lete hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Banta santa se-teri dukan pe mitthai rakhi h tera
dil isko khane ko nhi krta,santa- yaar krta to bhut
h par papa marenge isliye chaat kar rakh deta hu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta singh : I am so proud of my son. He is at medical school.
Santa singh : what is he studying ?
Banta singh : Oh he"s not studying. They are studying him !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 shrabi roz SHIV mandir pe sir tekta tha.
1 din pujaari ne SHIV ke jagah
GANESH murti rakhi,
Shraabi aya dekha bola- Chhotu papa se bolna main aya tha.
by Pak101.com (few years ago!)