Sumer gift
|| /"~,
||/@@ ";
||@@@ )
||\@@ ,;
|| \;~''
||
Ye lo PANKHA
Sumer gift
by Abdul Sami (few years ago!) / 819 views
Similar Jokes
Log Bus Ke Intezaar Main Khade The.1 Funny Bhikari Aaya,
Sab Logon Se Bheek Maangi,Paise Kamaye Or Taxi Main Baith Kar Chala Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar mujhe safar me neend nai ati
Pathan:to tum rabi ul awal me so liya karo.
by Sabir shah (few years ago!)
Beggar: 20 rupaiya dedo sahab. girlfriend ko phone karna hai.
Sahab ki girlfriend: dekho,
bhikari bhi apni girlfriend ko kitna pyar karta hai.
Beggar: nahi memsaab, use pyar karne ke baad hee main bhikari ban gaya hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Wrong Number: Hello, Fridge chal raha hai?
Admi: Haan chal raha hay, Ap kon??
Caller: To phir pakar lo. Warna bhaag jayega. :P
Again call…
Caller: fridge hai??
Admi gusse sy: nhi hai
Caller: kaha tha na pakar lo varna bhaag jae ga :D :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl Friend: Chand Kahan Hy……..?
.
Boy Friend: Chand do Han aik tum or aik upar
.
.
.
.
.
After Marriage
.
Wife: Chand kaha hy
Husband : Andhi hy….?
.
.
.
wo upar kya tera Baap CFL light le k
Bhaita hy.
by Mazhar Khan (few years ago!)
santa:- yaar bahut raat ho gyi h,
aaj raat ko yahi ruk ja,
subah chala jaio.
Banta:- theek h yaar,
fir main ghar se night dress le ata hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Number dial karne se:
Ladka:I love you janu.
Ladki ki maa:oh, really.
Ladka: aaj rat a jao na,pls.
Us samay line kat gaya.
Ladki phone kia aur bola hi janu kayse ho?
Ladka: meine jo bat kia to kissee?
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Munna-apun ka desh kaun chalata hai? Circuit-bhai
simple hai...apna SMS. Munna-kya fekta hai?
Circuit-bhai sms bole to ....SARDAR MANMOHAN
SINGH...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: aap dariye mat. main hoo na.
Patient: wahi mera sabse bada dar hai doctor.
by Pak101.com (few years ago!)