Darling main tum se shadi nhi ker sakta
Sardar to Girlfriend= Darling main tum se shaadi
nahi karsakta gharwale mana karrahe hai.
Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai.
Sardar= 1 biwi aur 3 bacche.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 766 views
Similar Jokes
Ek sarder ne air-hostess se kaha, Aapki shakal meri biwi
se bahut milti hai
Air-hostess ne ye sunte hi zordaar thappad uske muh pe mara
Sardar foran bola : Aadat bhi bahut milti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek charsi ki bakri gum ho gai bohat talash kya magar nhi mili,
Sham ko ghar aaya tou bakri samne bandhi hui thi,
Ghuse mai aa kar bakri zibah kar di,
Khud bhi khai or doston ko bhi khilai,
Jab subha so kar utha tou dekha bari sahi salamat khari thi,
Aur kuta gayeb tha……
by Mazhar Khan (few years ago!)
Hindi Man to Funny Punjabi: Suna hai ke tumari biwi
tumari puja karti hai.
Funny Punjabi: Hanji, vo jo bhi khana mere aage
rakhti hai, vo jala ke hi rakhti hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Super Bezti =D Larki:
mera bag 2500, sandal
2200 aur suit 3000 ka
hai.
Larka: bss karo, pahlay apnay
sir par dupatta sahi kar
lo 5 rupay wali poni
nazar aa rahi hai...:P
by Pak101.com (few years ago!)
In exam hall a girl askd to a sardar:
‘Muje bas is answer ki starting bata do baki mai likh lungi.’
Sardar ne dhyan se idhr udhr dekha,phr dhire se bola
“The”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mahatma Gandhi Ne Apni Wife Ko Shaadi Se Pehle
Love Letter Likha:
Dear Kasturba I Love You,Tumhare Bapu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Public Toilet
Gya aur 1Hour Bad Nikla
Bahar Betha Jamadar
Bola-20 Rs Sriman
Santa-Sriman
Mai Bathroom Mei Betha Tha CYBER CAFE me nahi
by Pak101.com (few years ago!)
pappu 16 bachon aur bv k sath dost k ghar daawat
pe gya.
dost ne itni bari family dekh kr gussay se kaha:
haya nai aayi?
pappu: nahin aaj uska exam hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Upperwale ki daya se teen larkiyon ke baad
mere larka hua hai
Banta: Yaar tumhare upper kaun rahata hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)