Raavan Bhi Darta Hai
Ram Aur Raavan Mein Ghamasaan Yudh Ho Raha Tha,
Achanak Ravan Ne Ram Ke Piche Ek Aadmi Dekha Aur Bola,
Ravan: “Chal Ok Bye”
Ram: “Par Kyun?”
Ravan: “Kuch Nahi Bas Bye”
Ram: “Arrey Bata To Hua Kya?”
Ravan: “Yaar, Tune To Chhoti Si Baat Par Rajnikant Ko Bula Liya“
by Pak101.com (few years ago!) / 666 views
Similar Jokes
Exam me teacher ne nakal karne di aur kaha bahar jake
na kehna ki meine nakal karai hai.
Santa : Na jee na hum kahenge sir to bahut kamina tha,
kutte ne seat se hilne bhi nahi diya!
by Pak101.com (few years ago!)
MAMU: Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya?
GIRL: Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
by Pak101.com (few years ago!)
teacher: tum apni mummy ko mum kahte ho,to apni mumy ki badi bahan or chhoti bahan ko kya kahte ho?
boy: MAXIMUM & MINIMUM
by Pak101.com (few years ago!)
Husband TV k Saamne betha Ro Raha tha
Wife: Tum konsa Serial daikh rahe ho jo itna ro rahe ho
Husband: Ye Serial nahi hamari shadi ki CD hy!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
T.T: Bachy ka Tckt Half nai pora hoga, iske Umer
12 se zeada hai.
Baap Ghusse Se: Iske umer 12 se zeada kese hoskte
hai? 12 sal to meri shadi ko hue hain.
T.T: Me yahan ticket chk Krne Aaya hun,
Gunahon ka Aiteraf Sunne
by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa 15 Saal Tak Ro-Ro K Aulad k Liye Dua
Mangta Rha
1 Din Bhgwan Dukhi Hokar Aaye OR Bole:Tujhe
Wahe Guru Da Vasta!
Pehle Shadi to Karle Mere Baap!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
pathan ny 100 ka balance galt no py bhej diya phir call ki ore kaha: o yaar hamara100 rupya wapis karo.
PUNJABI:lekin mjy tow 80 rupy mily hein.
PATHAN: ok mein20 ore bhejta hn.
by sarmad abbas (few years ago!)
Ik raat light chali gayi.
Marathi Husband: Kam se kam fan to chala do.
Funny Marathi Wife: Kar di na Marathi wali baat. Fan on karenge to candle nahi bujh jayegi...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:tum ne kitna parha
friend:B.A
sardar:lanat hai tm pe 2 harf parhe aur wo bi ulte
by Sabir shah (few years ago!)
Aisaa Bhi Nahin Hai Kay
I Don’8 Like Ur Face
Per Dil Ky Computer Mein
Nahien Hai Enough Disk
Space
by @irha@ (few years ago!)