i don't make jokes
I dont make jokes.
I just watch the
gove
ment
and
report the facts.
by Abdul Sami (few years ago!) / 962 views
Similar Jokes
Ek Pathan Dost Sy
Yara Pehly30 Saal Tk Humara Koi Olad Ni Hua.,
Dost:
To Phir Tum Ny Kya Kiya.?
Pathan Phir Yara Hum Ny
Shadi Kiya To Aulad Hua.,
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN Smosa khol kr andr ka masala kha rha tha
1 admi ne pocha pura kyun nahi khaTe
.
Pathan bola
baba Doctor ne bahir ki cheez khaNe se maNa kia hAi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Baba Saxidas Se Unke Ek Bhakt Ne Puchha
Bhakt: “Baba Ji, Aadmi Shaadi Kyun Karta Hain?”
Baba Ne Muskurate Hue Bada Pyara Sa Jawab Diya
Baba Ji: “Taki Wo Marne Ke Baad Agar Swarg Jaye To Achha Feel Kare, Aur Agar Nark Jaye To Ghar Jaisa Feel Kare“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: what will u give me as reward if i climb Mt.Everest? Girl: A push.
by khalid hussain (few years ago!)
Ek Student doosray se: "Bhai ye LARKI kya hoti hai?"
Doosra: "Pata nahi Bhai! Main to khud DAWOOD COLLEGE main parhta hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-(
Banta: kaise?
Santa: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
PATHANO ne EID k baad 5 waqt ki namaz b Saudia k sath parhne ka faisla kiya hai
Naye timings ye hon ge:
Fajr: Subha 8 baje
Zohr: spehr 4 baje
Asr: Raat 8.30 baje
Maghrib: Raat 10 baje
(Suraj gharoob hona shart nai)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
kash ae khuda tumne hame kitab banaya hota, haseenae hame padte padte so jaati aur sine se lagaya hota. ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Munna Bhai nay pehlay din office khola to bara khush tha. Us ki secertary nay bataya ke bahar aik aadmi aaya hai.
Munna bara khush hua aur usay andar aanay ke liye kaha. Us ke andar aanay say pehlay Munna nay socha ke us par impression dalna chahiye aur phone utha ke batien karnay laga.
Haan Haan, 500 rupay fees hai, apun 10 baje tak betha hai idher, is say late nahi karnay ka, apun bahut busy hai.
Us ke baad us nay phone rakha aur aanay walay say poocha 'Beth na Maamoon, apun teray liye kya kar sakta hai.
Man: Mien yahaan phone sahi karnay aaya hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Larka Bike Par Ja Raha Tha..
Bike Ka Tyre Bhains K Gobar
K Beech Mein Se Guzer Gya,
Qareeb Kuch Larkiya Khari Thi.
Unho Ney Taliyan Baja K Kaha:"Happy Birthday To U"
.
.
.
Larka Ruka Or Bola:
serf Wish Karney Se Kaam Nahi Chaley Ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)