Aik admi langrata hua hospital mai
Aik admi langrata hua hospital mai dakhil hota hai, usey dekh kar 2 doctor’s aapas main jhagrte hain,
Pahla Doctor: uski haddee toot gayi hai
Dusra Doctor: nahi us ka angootha nikal gaya hai.
Esi doran aik 3rd doctor ata hai aur kahta hai chaloo essi sai puch laitain hain, tou woh bolta hai, nahi meri too chappal toot gayi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1038 views
Similar Jokes
Santa : Oye waiter ek mast chai pilao jo pura badan hila de.
Waiter : Hamare yahan gaai ka dhoodh aata hai.... Madhuri ka nahin.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agar Koi Aap ko Kahy...
"Oye Insaan Ban Jao"
To
.
.
..
..
.
.
.
.
.To Aik Baar Koshish zaror kr lena
Baqi Allah Ki Marzi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Deadly IQ Question.
Pathan to Santa: “where is abu dabi ?”
Santa: “jithy Ami Dabi,
Ody naal e zara para kr k Abu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A couple were arguing.
Wife: You don’t like anybody in my family.
Husband: Not true, I like your mother-in-law better than my mother-in-law!
by tanveer hussain (few years ago!)
dr kay band clinic kay agay lambi linr lagi hui thi
1 sardar bar-bar line main ghusta log usko pakar kay peechay phenk detay
sardar: lagay raho lagay raho salon main bhi aaj clinic nhgi kholon gaa.
by Pak101.com (few years ago!)
Eid key agley din do dost aapas mein miley.
Ek dost ney doosrey sey poocha, “Tum ney rozey to rakhey hon gey?”
Doosra dost: “Woh bhayee!, baat yeh hey key beemari ki wajah sey doctor ney rozey rakhney sey mana ker diya tha”
Pehla dost, “Acha eid ki namaz to parhi ho gi”
Doosra dost: “Arey yaar kahan, beemari ney uthna bethna mushkil ker diya tha, namaz kaisey parhta”
Pehla dost: “Acha eid ki sawayyan to khai hon gi”
Doosra dost: “To kia mein eid ki sawayyan bhee na khata? Kia bilkul hi kaafir samajh rakha hey?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Altaf Hussain Hajj karny gaye,
.
Jab woh Shaitaan ko Kankariyan maarny lagy to aawaz aai,
.
"BHAI"...
.
Aapne yahan aany ki Zehmat kyon ki? Mujhe London bula liya hota.
by Pak101.com (few years ago!)
Funny Santa, Banta & Laloo ik scooter par ja rahe the. A traffic cop tried to stop them.
Funny Santa: Sorry phaji, already 3 baithe hain. Bilkul bhi jagah nahin hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Police wala:me ne tumheen hath dia tha aur ap ruke kiun nai ho?
Sardar:o darivar g me samjha tum ne mujhe salam kia hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Any party which takes credit for the rain must not be
surprised if its opponents blame it for the drought.
-Dwight Morrow
[email protected]
by Abdul Sami (few years ago!)