dost ki bivi
Dost: Biwi sy leraai khatam hoe?
2nd Dost: Ha Ghutny taik k Myre
Pass ae the
1st Dost: Yay hoe na mardo wali bat,
Us ny Ghutny taik k keya kaha?
2nd Dost: Yay he k
BED k Nechy sy nikal ao kuch
nae kaho ge
by A. Sami (few years ago!) / 784 views
Similar Jokes
A class went on a school trip to Rome. On the Sunday they all went to church and when they came out the teacher said, `I hope you all behaved.' .
Oh, yes, sir,' said one girl. `A kind man offered me a plate full of money but I said, "no thanks".
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki shaadi k 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa : Ye 3 mahine me bacha kaise ho gaya..??
Biwi : Aapki shadi ko kitna time hua hai..??
Santa : 3 mahine.
Biwi : Aur meri shadi ko..??
Santa : 3 mahine.
Biwi : Aur bachcha kitne time baad hua..??
Santa : 3 mahine baad.
Biwi : Total kitne mahine ho gaye..??
Santa : Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye! time ka pata hi nahi laga?!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarni Writes Msg 2 Srdr:
“Ghar Kab Aa Rahe Ho?Msg Karke Batao”
Srdr Writes 2 Her:
“Nahi Bata Sakta,Balance Kam Hai!!!”
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki ne boy frnd ko fone kiya
to uss ke bhanje ne fone
uthaya.
.
.
Ladki: Apne uncle ko fon do.
.
.
Bacha: Aap ka name?
.
.
Ladki: Apne uncle se kaho unn ki Jaan-e man ka fone hai.
.
.
jawab mein bachhey ne jo kaha
usse sunn kar larki behosh ho
gayi.
.
.
uss ne masumiyat se kaha:
.
.
.
.
.
"lekin aunty mobile pe to "Papu
Plumber "likha hua tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Exam hall mein Student copy pe apna
Panja bana ra tha.
Duty per teacher bola paper mein to hand ki diagram ka Question nai
Student:
Mein paper banane wale per lanat bhej raha hun
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Ki Kamar Mein Bahut Dard Ho Raha Thha, Biwi Se Bola.
Santa: “Ja Sath Wale Sharma Ji Se Iodex Maang Ke La”
Patni: “Ji, Par Wo Log Denge Nahi”
Santa: “Haan Hai To Bade Kanjoos Or Kamine Log, Chal Apni Hi Almaari Se Nikaal Le“
by Pak101.com (few years ago!)
1 bar santa USA Gya,wahan wo church mai gaya to achank wahn aawaz aai,'Tann' ittefaq se light bhi chali gai santa dar k bola,oye bhago Undertakr aa gya.... :-
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar Bench par Leta howa tha,
Wahan se ek Angrez guzra aur Sardar se Poocha:
Are u relaxing?
Sardar:No, I am Ranjeet Singh!
Phir dobara ek Angrez guzra aur us ne bhi yehi poocha:
Are u relaxing?
Sardar Ghussay se:
No, I am Ranjeet Singh!!
Aur yeh keh k uth gaya aur apne se kuch door Laitay huwe Angrez se bola:
Are u relaxing?
Angrez: Yes, I am relaxing.
Sardar:Thapar mar k, Kaminay tu Idher Leta hay, wahan tujhy itny log Dhondh Rahe hain
by tanveer hussain (few years ago!)
Mr Funny post-office me money-order karvane jata hai.
Postmaster: Mr Funny, yeh note fata hua hai, change kar do.
Mr Funny: Mein apni mammi ko paise bhej raha hu. Fata hua note bhejun ya naya, tumhe kya farak padta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy-tum ladkiya itni sunder kyo hoti ho? girl- kyo bhagwan ne hame apne hatho se banaya hai.
Boy- kamini bol toh ese rhi hai. Jaise hme net se download kiya hai
by Pak101.com (few years ago!)