oh zalim-e-kanjus
Na hoga koi kanjus tum sa zamane mein,
ek umar guzar gayi tumko samjhane mein
kabhi ek sms hi kar de oh zalim-e-kanjus,
kyu laga rehta hai ek rupee bachane mein
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1036 views
Similar Jokes
Santa, seeing his wife`s nude picture hanging at an art Gallery; `Did u really pose for that?` Jeeto: `R u mad? Of course not.
He painted it from his sharp memory!`
by Pak101.com (few years ago!)
Yeh To In Teen Pathanon Ki Mehrobani Hai Faraz
Warna
South Africa Jaise Team Ko Hirana
In Daal Khoron Ka Kaam Nahi Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Pathan T.V Par Bomb Rakh Kar
Pakistan Ka Semi Final Dekh Raha Tha
B.V Na Pocha K Ya Bomb Kis Liya
Pathan: Agar Ya Haar Gaye To Puri Team Ko Bomb Sa Ura Do Ga
by Pak101.com (few years ago!)
A sardar was running with his pregnent wife,who
was about to deliver, when another sardar asked
him, O pernam singh, oye woti nu ais haal vitch le
ke kithey puj rya vain, pernam singh replied,assi
Pizza hut chaley aan, sunya aa othey free delivery
hondi aaa
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Bus stand jane k kitne paise?
Rikshwala 10Rs
Santa: 2Rs mein chalega.
Rikshwala 2Rs kaun le k jayega?
Santa baith piche me le jata hu
by Pak101.com (few years ago!)
Beemarchand ko dengu ho gaya
aur wo hakim ke paas ilaz ke liye gaya
Hakim : Kaise aana hua beta
beemarchand : Jee tabeeyat ttheek nahin hai. Liver mein pain ho raha hai
Hakim : Daaru peete ho
beemarchand: Haa. peeta hu... per abhi chhota Peg hee banaana ..
by Pak101.com (few years ago!)
Pati:-mere mrne ke baad tumhe mere jaisa doosra aadmi nahin milega.
Patni:- tumhe kisne keh diya, ki main doosra aadmi tumhare jaisa chahti hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se
bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna
bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai,
mujhe goli maar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Light off honay par
London: Oh no..!
Washington : What is this.?
Karachi: phir chali gai..
Fasialabad : oo gai aa..
Lahore : Fair pen nuss gai j wapda di.. :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Ny Chalnge Kia K
Vo Minar E Pakistan Ko Sir Pr Utha Kr
India Ja Skta Hy,
Hazaron Log Ekathe Ho Gay
Sardar Bola:
“Inu Chuk K Mery Sir Ty Rakho”
by Pak101.com (few years ago!)