Ek chor makaan mein ghussa
Ek chor makaan mein ghussa. Tijori par likha hua tha "daaien button dabao." Jub uss ney woh button dabaya to siren baja aur woh pakra gaya. Adalat mein judge nei us sey poocha, tum apni safaai mein kuch kahna chahtey ho? Chor ney kaha, mein iss sey ziyada nahin kahna chahta key yeh dunya barri dhokey baaz hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 996 views
Similar Jokes
GOLU Mobile Compny Me Job Lene Gya 1st Hi Swal
Ka Jawab Dene P Usko Bhaga Diya Gya
SAWAL-Sabse Mashur Network Konsa H
G:Cartoon Network
by Tanveer Hussain (few years ago!)
TITANIC do0b rha tha,
1Gorey ne Sardar se pocha zameen kitni do0r hy?
Sardar:2k.m,
Gorey ne samndr m jump lga k pocha kis trf?
Sardar: “NEECHY” ki traf.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dil Cheer Ke Dikhaun, To Dard Dhondh Na Paaogay,
Dil Cheer Ke Dikhaun,
To Dard Dhoondh Na Paogay..
Kiyunke Dard To Mere Daant Me Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
'1 Aadmi Ne akhbaar main add Dekha:
Purana Mobile Do or New Mobile Lo.
Wo Us A....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Jiss Bachy Nay Ajj Adha Sabaq Yaad Kai
Hay Who Mere hath pe kiss kar sakta hay
Aur Jiss Nay Ajj Pora Sabaq Yaad Kai
Hay Who Mere Gall pe kiss kar sakta hay
Student: Miss App Muje Break Time me Millain main ne
by Pak101.com (few years ago!)
Hindi teacher asks."Kaal kitne prakaar ke hote hain.
Sardar child,"5 prakaar ke: Local kaal, STD kall, ISD kall, missed kall and satsiriakal.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife Ne Pati Se Gale Lagkar Poocha, Main Kaisi Lag Rahi Hoon.
Husband Ne Jawab Diye, Tumne Bhagwan Shankar Ke Gale Main Saanp Dekha Hain Na, Waisi Lag Rahi Ho
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan boht der se 1 Haseen Larki ko Ghoor rha tha
.
Larki:
Kya dekh rhe ho?
.
.
.
.
Pathan:
Hm soch rha tha k agr tm hmara AMMI hota to hm b KHOBSURAT hota.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Ki Biwi Preeto Ne Ek Din Santa Ko Bola
Preeto: “Oh Ji, Mere Mobile Mein Kisine, I Love You Ka Message Bheja Hai”
Santa Gusse Se: “Aise Message Receive Nahi Karne Chahiye, I Love You Too Likh Ke Wapas Bhej De Saale Ko“
by Pak101.com (few years ago!)
Aman To Chaman: Tell Me 5 Animals Living In Water?
Aman: Chamman: Fish, Chaman: Thik Ha Aur Chaar?
Aman: Fish Ke Brother, Sister Father And Mother
by Pak101.com (few years ago!)