Bijli Walo Pe Testing To Galat Baat Hai
Santa Ne Bijli Office Phone Kara Aur Jaldi Se Bola.
“Jaldi Se Model Town Ki Light Kaat Do”
Bijli Wala Hairani Se: “Kyu Sir?”
Santa: “Wo Yaar Mere Dimag Mein Ek Nayi Mast Wali Gaali Aayi Hai, Wo Tumko Deni Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 671 views
Similar Jokes
Explain The word "AUTOMATICALLY"
....Nahe pata
i"ll xplain... ager koi ganji ladki auto mein bethi ho
to use kehte hain auto_mein_takli
by Pak101.com (few years ago!)
Welcome to “Sach ka samna”
.
.
Jawab sirf haan ya na me dena hai
Toh lo aapke liye pehla sawal
Kya aapne mandiro se chappal churana chor diya
hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hitler during his speech:
” There is no word of ” Impossible” in my
dictionary.”
Sardar: te mama tu dekh k leni c.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
What is a difference between a Kiss, a Car and a Monkey? A kiss is so dear, a car is too dear and a monkey is U dear.
by khalid hussain (few years ago!)
SAAS : Kalmuhi Khuda ne tumhe 2 annkhe di hay, chawal se pathar nahi nikal saktin?
BAHU : Khuda ne tumhe 32 daant diye heini,2,4 pathar nahi chabba saktin...!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik bhikari Sarak(Road) par langra kar chal raha tha. Samne se teen dost aarahe the. Bhikari ko iss tarah chalet daikh kar pehle dost ne kaha. “yar dekho be chare bhikari ki tang tooti hoyi hai”.
Doosre dost ne kaha: “nahi yar! Mujhe lagta hai keh is ki tang maflooj ho gayi hai.”
Yeh sun kar tisra dost bola. “ tum donon ghalat andaze laga rahe ho, mujhe lagta hai is ki tang ko polio ho chukka hai”.
Iss baat par teenon doston mein takraar hone lagi. Bala-akhir inhon ne faislah kia keh wo bhikari se hi puch lete hain, wo teenon bhikari ke paas gaye aur is se pucha. “ bhayi saheb! Yeh aap ki tang kis tarah tooti”.
Bhikari (ghosse se teenon doston ko ghurte hoye bola) “arey! Meri tang nahi balkeh mera juta tuta hai “.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Khali batuwa haath main us kay thama deta hoon main
Yun Hatheli pe kabhi serson jama deta hoon main
Jab kabi begum ka para hud se zyada charh gaya
Sub se pehle jootiyan us ki chhupa de ta hoon main
by Mazhar Khan (few years ago!)
A man Chinese wife dies 1 year after marriage
Santa tries 2 console that man but does nt know what to say
Santa: Hota hai yaar.. Chinese thi, aur kitna chalti
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:
What Is The Difference
Between Orange & Apple?
Sardar:
The Colour Of Orange Is Orange
But The Colour Of Apple Is Not Apple:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A man to Sardar : Aao ji chess khelein.
Sardar : Tu chal main sports shoes pehen ke aata hun!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)