Pathan Se Loot Maar
Pathan: Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend: Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan: Wo Main Nay Chupa Di Thi, Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Pak101.com (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Doctor to Pathan Ap ko kelay ka chilka nazar ni aya jo ap phisal gae?
Pathan: Hum paon rakh k dekh raha tha k chilkey me kela to nhi ha:-|:-
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gabbar: ye hath mujhe de de thakur!
Thakur: lele, mere hath lele
basanti ke bhi lele,
jay or veeru ke bhi lele,
ramu kaka ke bhi lele,
Octopus banja kaminay.!
Gabbar: sory yaar,
tu to emotional hogaya! :p
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Sir, meri wife gumm ho gayi hai.
Postmaster: Bhai yeh postoffice hai. Ja ke policestation mein complaint likhao.
Funny Husband: Kya karun, khushi ke mare kutch samaj hi nahi aa rha.
by Pak101.com (few years ago!)
professor to a student in classroom.
.
.
"hey" apne baaju wale ko utha....!
.
.
.
.
.
.
Student-
.
.
.
"tune sulaya hai to tu hi utha..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:tum sub ne body guard filam dekh kar kia sekha?
Bache :yahi k larkiun ka koi bharosa nai wo to secuirty guard se bi set ho sakti hain
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: ager mujhe opration se kuch ho jaye to is
doctor se shadi ker lena
Wife: ap asa kiun bol rhe hain
Sardar: to kya main is doctor ko maf ker don.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Qabr Ma Frishte
1 Admi Ko Mar Rahe The
Phr Bhi W0 Hans Rha Tha
Frishte Na Wja P0chi
To Usne Kha Ke:
Mai Khudkash Hamla Mai Mra Hu
Ye Sir Mera Ha
0r Jism Kisi Or Ka
by Pak101.com (few years ago!)
1 ameer larki ko exam me garib Family pr mazmun likhne ko kaha gya!
Mazmun:
1 garib khandan tha,Bap garib,maa garib,bachy garib!
Ghar me 4 nokar the wo b garib
Car b tuti phuti B.M.W thi!
Bachon k pas purane iPhone thy!
Ghar me 4 2nd hand AC the!
Sara Khandan bari mushkil se aish kar raha tha...
by hearthackervsgirls (few years ago!)