agar pyaar aap say
Tab tak pyaar se pyaar mat karo,
Jab tak pyaar aap se pyaar na kare.
Agar pyaar aapse pyaar kare,
Toh pyaar karo ki pyaar kisi aur se pyaar na kare.
by Abdul Sami (few years ago!) / 812 views
Similar Jokes
ek pathan roz kitchen ja kar cheeni ka dabba kholta aur band kr deta...
..
..
..
.. kyun???
..
..
..
..
kyun k doctor ne kaha tha: apni sugar roz check kia karo... :D :D
by WAQAR (few years ago!)
Santa: yaar banta, sir ka msg aaya hai ki aaj extra class hogi, kya karun? . . Banta: "message sending failed" likh ke bhej de...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar 2 Kanjos:
Sari Dunya Mazar Ko Chom Rhe Hai Or Tu Is Admi Ko Chom Rha Hai
Kyun?
Kanjos: Chup Kar Ja Bwaqoof!
Tujhy Pata Nhe K LANGAR Yehi Bantay Ga
by Pak101.com (few years ago!)
IPl Ka Josh Dil Main Hai Yaar.
Lekin Exams Ka Bhi Hai bukhar.
Match Main Kisi Ki Jeet Ho Ya Haar.
Par Ham Indian Hai Cricket Ke Is Jashn Ke Liye Tyaar
by Pak101.com (few years ago!)
Aisi Konsi jagaha Hai?
Jahan Ameer se Ameer insaan B
Katori le k khada rehta Hai?
Pani Puri wale k paas.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Funny Sardar omelet banane ke liye anda fodta hai. Anda andar se khali nikalta hai.
Funny Sardar: Kamal hai ji! Aaj kal murgian bhi abortion karvane lagi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap Bete Se:Nalayak Padhle Kabhi Tune Apni Koi Book Khol K B Dekhi He
Beta:Ha Roz Kholta Hu Ek Book
Baap:Konsi
Beta:"FACEBOOK"
by Pak101.com (few years ago!)
Munnabhai : Ye Circuit !! Sala apun ke desh ko
kaun chala rahela hai ?
Circuit : Bhai….bole to apun ka desh to
SMS chala rahela hai….
Munnabhai : Abe kya bak raha hai?
Circuit : Bhai …sahi bola apun NE…SMS bole to …
Sardar Manmohan Singh !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aap ka gadha aap se ruth gaya,
ja k nadi me dub gaya,
dubte hue bola.. "ab or dukh nahi
sahenge"
1 hi ghar me 2 nhi rahenge.
by khalid hussain (few years ago!)
Kia ap k sar pe sengh hain?
Nai,
check kar lo,
paki bat hai nai hain
gadhe k sar pe hote bi nai hain.
by Sabir shah (few years ago!)