playing cheas
Santa & Banta playin chess... Santa:chal yaar...ab
band karte hain...... Banta:haan thik he...vaise bhi
mera ek haati aur tera ek ghoda hi to bacha he!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 2187 views
Similar Jokes
Pathan.
Agr mere Hath Me hukumat ho to Me MULK ki Tqdeer badaL don.
Wife:
Tum pehle Apni Shalwar to badal Lo, Subha se meri Shalwar pehn k ghom rahay ho
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher : Sabaq Parh Sadaqat ka Amanat ka Shujaat ka..
Sardar : Lo, kar lo gal,
Apna Yaad nai honda tay hun inna 3naa da vi yaad kariye,
by Pak101.com (few years ago!)
Eik sheikh road se Guzar raha tha achanak usne jhuk kar road se kuch uthaya
aur zor se chillaya,
“KAMINE LoG Potti bi aise karte hain jese koi Samosa Para ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Funny Pakistani Man: Mera kid bohot fast English bolta hai.
Indian Man: Beta bolke dikha.
Kid: english english english english english...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Abba ye achi bat nahi, Dosto me meri bohat Beizati hoti hai.
Abba: Kyon?
Pathan: Sab dosto k abba maar gae
Mera Abba abi tak zinda hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik dukaan mein daaku Loot-maar ker raha tha
Daaku ne aik aadmi se poochha ke tum ne mujhe Loot-maar kerte dekha?
Aadmi: Haan
Daaku: Dhuzzzz
Maar diya..
Daaku doosre aadmi se:
Tum ne dekha?
Doosra aadmi: Nahi
Mene nahi dekha Lekin
MERI BIWI NE DEKHA HAI..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan was Weeping:
Man: Kyon Ro rahe ho?
Pathan: Meri Murghi Mar gai.
Man: Mera Baap Mar Gaya Magar main to Nahi Roya.
Pathan: Oye Tera Baap kya Anday Deta tha-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan to Angrez:
Yara ham ne aik aesa cheez ejad kia ha jis ki waja se dewar ki dosri tarf dekh sakte hain.
Angrez heran ho kar,
Khan sab wo kon se cheez hai.
Pathan: sorakh
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar Writing His Diary :
My Sister Had A Baby This Morning.
I’Ve Not Heard That Its A Boy Or A Girl. So,I Dont Know Whether I Am Uncle Or Aunty.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:- Jaldi khidki se kudoo, papa aa gaye hai
Boy:- Lekin ye 13v manzil hai
Girl:- Janu ye subh - asubh sochne ka waqt nahi hai, jaldi kud jao
by Pak101.com (few years ago!)