Ye main bardasht nhi kr skta
Major Rohail-
Ye main bardasht nhi kr skta
Tumare hotel me bohat saari
Makheyan hai
Waiter-
Hukam kre sir
Ap ktni bardasht kr skte hy
Baki ko bahar nekal du ga
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 901 views
Similar Jokes
Solid Reason To Hate The Serial C.I.D
Lady: “Rahul Mera Bhai Tha”
Daya: “Kya? Rahul Tumhara Bhai Tha?”
Lady: “Haan, Rahul Mera Bhai Tha”
Abhijeet: “Rahul Sach Mein Tumhara Bhai Tha?”
Lady: “Haan Sir, Wo Mera Bhai Tha”
ACP: “Oh My God, Iska Matlab, Tum Rahul Ki Bahan Ho“
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor apne dost se: yar soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon.
Dost: Yar tumhara khyal to naik hai magar yahan ka qabristan chota hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Purane waqaton main ur Aaj kal main
Kya faraq hai?
.
Purane waqaton main na bijli hoti thi
Na bijli k bill
.
.
.
.
Aaj kal bijli to hoti nhi pr bijli
Ka bill zaror hota hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Truck Dosry Ko Khench K Le Ja Raha Tha Ye Dekh K 1 Sardar Zor Zor Se Hasney Laga Or Zamin
Pe Lotpot Ho Gaya Or Bola
Ek Rasi Ko Uthany K Liye Do Do Truck
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan bachay ku lekar nayee kay dukan may dakhil huwa baal katwayee, shave kee aur nayee ku kaha kay bachay kay baal banadu may sabzee lekay aatha hun Jab kafee der huwee aur pathan nae aaya thu naye nay bachay say pucha tmhara baap kidhar gaya Bacha: May tu usay nahee jaanta may thu raastay …
by Mazhar Khan (few years ago!)
Us Ne Jahan Bhi Rakhey Qadm Maine Choom Liye, Fursat
Aur Wo Hamare Ghar Ja Ke Bole
Aunty Ji Aapka Ladka Mitti Khata Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wo ro ro k kehti rahi hamen tum se nafrat hai,
faraz
lakin faraz bi bara kamena insan tha wo bi hans hans k kehta raha holy holy ho jayga pyar baliye
by Sabir shah (few years ago!)
Shareef larkiaon aur dianasour me common kia hai?
Saf zahair hai donon is dunia me nai rahe hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Three guys, stranded on a desert island, find a magic lantern containing a genie, who grants them each one wish. The first guy wishes he was off the island and back home. The second guy wishes the same. The third guy says "I’m lonely. I wish my friends were back here."
by Yousuf (few years ago!)