Aik Dr, Sheikh k pechy bhag raha
Aik Dr, Sheikh k pechy bhag raha tha logun ny
pocha kia hoa. Dr ye Kanjoos 3 bar Brain k operation k
liy aya ha N tind kra k bhag jata hai
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1166 views
Similar Jokes
Boy1: Dude i got a new car, a laptop and a mobile.
Boy2: Cool bro, what does your father do?
Boy1: He sells ONIONS...!! :-D
by Pak101.com (few years ago!)
A parrot sit on the elephant & elephant died.
Prove It.
.
.
.
.
. .
.
..
Student : Let's assume dat elephant's name was
parrot & parrot's name was elephant.......!
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki ke shadi me uska ex-boy friend vi aaya tha
Wo bahut smart lag raha tha, sabi ne usse pucha kya aap hi
dulhe ho
boy - nahi me to semi final me out ho gaya tha final dekhne
aya hun
by Pak101.com (few years ago!)
Chai ki patti aur patti (khawand/husband) main keya qadr e mushtarik hai? dono ki kismat main jalna aur ubalna likha hota hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:
Paani me Rehne wale 5 janwaroon
k naam btao.??
Boy:Mendak..
Teacher:
4 aur btao
… Boy: Mendak ki Mummy, Mendak k Papa,
Mendak ki Behan Aur Mendak ki Item..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dozakh mein bohat sary log masti kar rahy thy
Kisi ne pucha ye kon hyn jo yahan bhi aish kar rahy hein,
Frishty: LAHORI hain kambakhat kahin bhi adjust ho jaty hain……:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Mere podho ko pani de ramu.
Ramu: Sir barish gir rahi hai!
Sardar: Bahana nahi chahiae, chata leke ja…
by khalid hussain (few years ago!)
Wife: apny husband ko, Tum ne mujhe shadi se phely ku nahe bataya k
tumhari phely se he rani naam ke wife ha?
Husband: Ma ne bataya tu tha k Main tumhy RANI ki taraha rakhon ga.
by Agha Mansoor Ali (few years ago!)
2 bewakuf rat ko ghoom rahe the,
1st:yar kafi garmi hai.
2nd:han yar agr din hota to kahen saye me baith jate.
by Sabir shah (few years ago!)
Tumhain ye gila hai jaana k mizaaj Q hai barham…
Kaho kaisy muskuraon Mera Shehr jal raha hai.!!!
Dedicated to My beloved country ===Pakistan===
by Abdul Sami (few years ago!)