Bijli Ka Bill
Ek Pathan Aadmi Bahut Der Se Chand Ko Dekh Raha Tha.Aur Thodi Der Baad Bola:“Jalte Raho Beta, Jab Bijli Ka Bill Aayega Tab Pata Chalega.”
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Teacher to Sardar: Write your best friend's name in English.
Sardar wrote: ' Beautiful Red Underware'
Teacher: What?
Sardar: His name is Sundar Lal Chaddi
by Abdul Hannan (few years ago!)
He: Darling, if you marry me, I will satisfy your smallest wishes.
She: And what about the big wishes.
by Pak101.com (few years ago!)
:
('.')
) _/)'(/_
>"""<<""""<
Bht Bura Khwab Tha
A Prwrdigar
Hmare Gnah Maf Frma
Khwb Me Dekha K 100 K load P 10 Rupy Ay Hen
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar ka parosi mar gia sardar us k gher gia
sardar:lash aa gai hai.
Itfaq se usi waqt lash aa gai
sardar:hanse huwe lo daso kedi lambi umer hai
by Sabir shah (few years ago!)
Socho agar doctor film banate to title kya hota?
1. Kabhi khansi kabhi jukam
2. Kaho naa bukhar hai
3. TB no 1
4. Kal patient ho na ho
5. Hum blood de chuke sanam
by Pak101.com (few years ago!)
Daaru Ki Wajaah Se Barbaad Hue Santa Ne Kasam Li Ke Sharaab Kabhi Nahi Peeunga Aur Ghar Se Daaru Ki Saari Khali Bottles Fekne Laga.
1st Bottle Fenk Ke Bola: “Teri Wajah Se Meri Naukri Gayi”
2nd Bottle Fenk Ke Bola: “Teri Wajah Se Mera Ghar Bika”
3rd Bottle Fenk Ke Bola: “Teri Wajah Se Meri Biwi Chali Gayi”
4th Uthayi To Woh Bhari Hui Thhi, Kuch Soch Kar Bola
“Tu Side Mein Ho Ja Iss Mamle Mein Tera Koi Kasoor Nahi“
by Pak101.com (few years ago!)
2 ghantay aatay ki line main khara rehte huye ek
aadmi ghussay se chillaya. "Main Zaradari ko goli
marnay ja raha hon." Kuch dari baat woh wapas
aakr aatay ki line main khara ho gaya. Kisi ne
pucha. "Kyon Maar Diya?" Usne maayusi se jawab
diya. "Wahan pe bhi line lagi hui hai."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mahatma Gandhi Ne Apni Wife Ko Shaadi Se Pehle Love Letter Likha:
Dear Kasturba I Love You,Tumhare Bapu
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma…
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai..A.M.A
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A young boy Died, his mother Cried abi mere BACHE ne dikha hi kiy tha ,
Paros ke larki kaan me boli,
Don’t Worry Aunty!! Me ne sab kuch Dikha Diya Tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)