Teacher - Batao sabse jada nasha
Teacher - Batao sabse jada nasha kis cheez me hota hai ?
Banta - Books me..!!
Teacher - Vo Kaise..??
Banta - Kholte hi neend aa jati hai...!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1002 views
Similar Jokes
Pathan: yaara ye
“Sent Message”
kya hota hai?
dusra pathan: Khuda ki kasam tum to bilkul jahil ka
bacha hai.
“Sent Message” ka matlab hai khushboo wala
message.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ek baar aadmi ne bhagwan se kaha,
“aapne aurat ko itna sundar kyon banaya hai?”
Bhagwan bole,”taki tum unse pyaar kar sako.”
Aadmi bola, “ to phir unhe itna bevkoof kyon banaya hai?”
bhagwan ne jawab diya, “taki wo tumse pyaar kar sake.”
by Pak101.com (few years ago!)
In 2020 girl:" Dekh yar kya item jaa raha
hai..Oye Murgey Tera mobile No.. Kya hai.. ??
.
.
.
.
Boy:"Aap ke ghar me baap, bhai nai hai
kya.. ??
.
.
.
Girl:"baap n bhai sab hai, par tu nai hai na
chikne...:p
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Active voice aur passive voice ka example batao?
Student:
Active voice: Tere mas mast 2 nain merey dil ka lay ga chain
Passive voice: Merey dil ka lay chain tere mast mast 2 nain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Police wala:me ne tumheen hath dia tha aur ap ruke kiun nai ho?
Sardar:o darivar g me samjha tum ne mujhe salam kia hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
SANTA-Time Kya Hua H?
BANTA: 2
S-Apki Ghadi Radio Se Mili H?
B-Ji Nhi Sasural se
by Pak101.com (few years ago!)
Mufti Asif Ali Zardari Apni Book
(Sheri Rehman k Jalwe)
Men Farmatay Hen.
Chicken Broast Aise Pakao k Kacha Na Ho.
Or
Muhbt Aise nibhao k Bacha Na Ho.
by Abdul Sami (few years ago!)
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi,
Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dost: Itne udas kyun ho?
Man: Wife se jhagra hoa tha usne kaha ke wo mujh se 30 din bat nahi kare gi
Dost:Tumhe to khush hona chahiye
Man:Aaj akhri din hai.
by Pak101.com (few years ago!)