Titanic was sinking
Titanic was sinking.
An englishman asked Santa, “How far is land”?
Santa: 2 KMs.
Englishman jumped into sea.
Englishman: Now, which direction (left or right)?
Santa: Downwards!
by Pak101.com (few years ago!) / 899 views
Similar Jokes
Faraz Ghurbat Se Tang Aa Kar Daku Ban Gaya
Daketi Karne 1 Bank Gaya Or Kaha
Arz Hai
Takdir Me Jo Hai Wohi Milega,
Handsup,Koi Apni Jagah Se Nahi Hilega..:-D
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko I love you bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Me Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Me Se NahiJo MusibatKe Waqt Dost Akela Chhod De.Main Zarur Aaunga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baap bety sy mera beta bara ho ker kia banay ga?
Beta: abba may kuch bhi nahe bano ga
.
.
Pakistan may jo bhi ban jao galian he paray ge'
by itrat batool (few years ago!)
Teen Dost Gappy Hank Rahy Thy
Ek Kehne Laga Main Itni Garam
Chai Peeta Hoon Ke Hont Jal Jaty Hain
Doosra Kehne Laga Main Is Qadar Garam
Chai Peeta Hoon Ke Aantyn Aur Medah Tak Jal
Uthta Hai..
Teesra Jo Ye Sab Sun Raha Tha Kehne Laga Main To,
Paani, Doodh, Patti Aur Cheeni Moun Main Daal Ke
Choolhey Pe Baith Jata Hoon...
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: I wish I was a newspaper
so I would be in ur hands allday.
Husband: I too wish that u were
a newspapers so I could have
a new one everyday.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar Roz Subha 50 ladkiya mera intezar karti
hain
man- are waha Vo kaise?
sardar- Maine Girls collage Bus ka Drive Hu na.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wo kaun si cheez hai jo fridge me rakhne k bad b
garam rehti hai..?.
.
.
.
Nhi pta..?
.
.
.
.
.
Garam masala :D
Dekha bachpan se genius hu pr kbhi ghamand nhi
kiya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chai ki patti aur patti (khawand/husband) main keya qadr e mushtarik hai? dono ki kismat main jalna aur ubalna likha hota hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik makhi ganje k rar par ja baithi dosri makhi :wah! kia ghar mila hai
pahli makhi:abi to plot khareeda hai
by Sabir shah (few years ago!)