Sardar ke bagiche me bahut sare ped the
Sardar ke bagiche me bahut sare ped the,
Sardar:
naukar ko bola ped ko pani dal.
Naukar:
bola saab barish aah raha hai,
Sardar:
abe budhu chhatri pakadke dal na!.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 937 views
Similar Jokes
Teacher:tum jante hu tumhare fail hone ki sub se bari waja kia hai?
Student:han madam fail hone ki asl waja exam hain.
by Sabir shah (few years ago!)
MODERN BEIZZATI…
Boy: I luv u
Girl: Apni shakal dekhi hai kya?
Boy: Dekhi hai tabhi to tere paas aaya warna Katrina Kaif ke paas na jata!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha. Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha, Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha. Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Angry Boss: Tumne kabhi ullu dekha hai..
Executive (Sar jhukate hue): Nahin sir..
Boss: Niche kya dekh rahe ho, meri taraf dekho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
MUNNA BHAI: Mamu, tu kitna pada hai? MAMU: B.A.
MUNNA BHAI: Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek student dosre se:
Yaar aj koi esa kaam karty jo pehle kabhi nahi kia ho
.
Dosra Student: Teekh hai, thori si parhayi kar laity hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ek pathan k janaze main log bhangra daal rahe tahe.
wajha pochi to ek pathan ne bataya k
pehli dafa hum main se koi
Brain Hambrige se mara hai
by Pak101.com (few years ago!)
Car me baithi 1 Lady ne, 1 bhikhari ko 1 rupya dekar,
dua dene ko kaha!
Bhikhari: Car me to baithi ho, ab kya aasmaan me baithogi?
by Farah Awan (few years ago!)
Pathan: Station Jany K Kitne Paise Logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main Kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche Betho Hum Le K Jayega.
by Pak101.com (few years ago!)
santa ne ekk admi ke thappad maar diya..
admi- meri kya galti thi??
santa-tum salo galti karo iske liye hum intjaar thode hi karenge...
by Pak101.com (few years ago!)