Ek Sardar doosre sardar se
Ek Sardar doosre sardar se:
Yaar bata motorcycle ke kitne tyre hote hai?
2nd sardar: 2 hote hai.
1st sardar: Nahi do nahi 6 hote hai
2nd sardar: Woh kaise?
1st sardar: Iss tarah 4 Motor ke aur 2 cycle ke.
by Pak101.com (few years ago!) / 805 views
Similar Jokes
Ek admi Coffee Shop pr gaya aur coffee ka order diya.
Waiter order lekar gaya Aur door ja kr kuch ishara krne laga.
Thori der baad usne BiLL la kr rkh diya.
Pathan Admi: Ye kya! Meri coffee kahan hai?
Pathan Waiter: Samajhdaar k liye ishaara hi COFFEE hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dr: aap ka weight kitna he?
Santa: chasme sath 75kgs.
Dr: aur chasme bager!
Santa: vo muje dikhta hi nahi...
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan Road Per Ghoraa (Houxe) Chala Raha Tha
Signal Tora Toh Trafic Wale Ne Citee Bajae
Pathan Ghoraa Bhagatay Hue Ghoraay Ke Dum Oper Kaar Kay Bulaa
Lay Kar Laay No Note.
by Mazhar Khan (few years ago!)
E.C.G of a Student:
Normal Heart
_,-._/\_,-._/\,_,-._
... EXAM Time:
_/l_/l_/l_/l_/l_/l_/l_
&
When Results r
Anounced
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:aj kal ki larian bahut taiz ho gai hain
Larka:g han shakal 10 rupee wali nai hoti aur 100 ka card mangti hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Height of Technical Overdose:
A computer student falling from the roof of a building n shouting:
F1 F1 F1
instead of
help-help-help!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek baar ek Totaa (Bole to Parrot) Ud raha tha full speed par.
Uske saamne achanak full speed mein ek Ferrari aa rahi thi, dono ki takkar hui…
Totaa behosh hoga ya, raste mein ek bhikari tha usne Totaa ko uthaya aur ghar le gaya.
Usko marham lagaya aur pinjare mein rakh diya.
Jab Totaa ko hosh aaya, usne apne aap ko pinjare mein dekha.
Aur bola, “Aalia … JAIL …. Woh Ferrari ka driver mar gaya kya ??
by Tanveer Hussain (few years ago!)
'Q: why is the DBA so rich?
A: He creates and manages quite a lot of
FOREIGN KEY relationships'
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa ke ghar chor aa gia
Santa ne daikha tu chor bhaag gia
Santa chor ke peche bhagty bhagty agay nekal gia
Santa: Ek to chori oper se "RACE" lagata hai hamary sath
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Indian ja raha tha Pathan say takar ho gy.
Indian: Men shama chahata hn,,
Pathan: Shama ko hum bhi chahta ha lekin Uska
baap nahi manta ..!:-o
by Tanveer Hussain (few years ago!)