Don'T Have Brains
Gujarati Babu aur Hindi Babu Jurassic Park movie dekhne jate hain.
Dinosaurs screen ke paas aa raha tha. Gujarati Babu darke seat ke neech chhup gayi.
Hindi Babu: Kyon Gujarati Babu, kya baat hai? Dar kyon lag rahi hai. Cinema hi to hai.
Gujarati Babu: Mein Insan hoon aur akkal hai, pata hai ki cinema hai. Lekin voh to janwar hai, usko kya pata?
by Pak101.com (few years ago!) / 793 views
Similar Jokes
Train Main 1 Machir 1 chiness k sar pe baitha , wo usko pakar k kah gaya
phir ek machir Kanjus pe baitha , usne pakar k chiness se pucha "Khareedo Gaye?"
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj Maine ek Jaan Bachai,Pucho Kaise?
Ek Bhikhari Ko Maine Pucha
1000 Ka Note Du To Kya Karega?
Wo Bola-Khushi Se Mar Jauga!
To maine use paise nahi diye..!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Wife: Honey: What are You Looking for in that paper?
Husband : Nothing.
Wife : Nothing...?? U've been reading our marriage certificate 4 an hour ??
Husband : I was just looking for the expiry date.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher- TAJ MAHAL kisne banaya tha?
santa- Ji, KARIGAR ne
Santa- Mera matlab hai
Banvaya kisne tha?
.
.
.
Santa- Ji, THEKEDAAR ne
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ne Apni Girlfriend Ke Kandhe Per Haath Rakha Aur
Dheere Se Bola.
Santa: “I Love You”
Girlfriend: “Zor Se Bolo”
Santa: “Jai Mata Di“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-(
Banta: kaise?
Santa: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek fakir pathan k pas aya.
.
.
Pathan: kal ki roti kha lo ge?
.
.
Fakir: ji kha lon ga.
.
.
Pathan: Thk hy. Tu phr kal time se a jana....:-D
by @irha@ (few years ago!)
aik sahab dosray sahab se: Bhai ye khushiyan kiya hoti hen?
Dosray sahab: Pata nahi bhai, meri to kum umar me hi shadi ho gaii thi.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Yaar
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana doonga.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)