Sun Or Moon
Teacher: Which one is more important for us, Son or Moon?
Student: Ofcourse Moon
Teacher: Why??
Students: The moon gives us light in night when we need it BUT the sun gives us light in day when we don't need it
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 934 views
Similar Jokes
SANTA - BABA MUJHE KOI AISA KAAM BATAO JAHAN MUJHE KUCH NA KARNA PADE, LOG KAREN AUR MUJHE PAISE MILE.
BABA-JA BETA. "SULABH SHOCHALAYE" KHOL DE. .
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Agar Operation Se Mujhe Kuch Ho Jaye To Ussi Doctor Se Shadi Kar Lena
Biwi: Aisay Kyun Keh Rahay Ho?
Sardar: To Kaya Doctor Ko Muaf Kar Doon?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga … ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
?1Tapori Ki Wife:- Sunte Ho Ji, Apne Bete Ne Aaj Pehli Baar Aadha Sentence Bolna Sikha..
Tapori- Accha, Kya Bola?
.
.
.
.
.
.
.
.
Wife- Teri Maa Ki.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarni: Puttar tujhe Lahore jane mein aik din laga aur wapsi mein 3 din,
Woh bhi new car se?
Sardar: Maa ye car banane wale bhi pagal hein,
Jane ke liye 5 Gear aur aney ke liye sirf aik reverse Gear.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pessenger: Tumne Mere Jaib Me Hath Kyn Dala?
Pathan: Muje Machis Chahiye Thi
Pessenger: Tum Mujhse Mang Sakte The
Pathan: Hum Ajnabi Se Baat
Nahi Karta
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein
Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor to Pathan: Aapki ek kidney fail ho gayi hai
.
.
.
Pathan pehle to bahut roya. Phir aansu ponchte huye poocha..?
.
.
.
.
.
Kitne number se.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SARDAR ki Maa ki tabiyat khrab ho
gayi
.
.
.
.
Jab hospital le gaye to Doctor ne
kaha k TEST
hongay
.
.
.
.
SARDAR bola; Maa di umr ziada ey,
TEST nahi
ONE DAY ya 20-20 karwa lo…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladki Ne Apne Premi Ko Ek Din Dukhi Man Se Bola
Ladki: “Main Maan Banne Wali
Hoon”
Ladke Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Bola: “Nahiiiiiiii”
Ladki: “Oye Pagal Main Teri Maan Banne Wali Hoon, Tere Baap Ne Mujhe Purpose Kiya Hai
by Pak101.com (few years ago!)