Bhooka Baccha
Ek din Mummy ne Chunnu se kaha,"bete,tumhare mama ane waale hain to bazar se kuch khaane ko lao."
Chunnu bazaar se samose, nimbu aur kele le kar aaya..
Aate-aate usse bhook lagi toh woh samose kha gaya..
Fir bandar kele le gaya aur nimbu gutter mein gir gaya..
Ghar aakar Mummy ne poochcha: Kya lekar aaye?
Chunnu bola: Damadam mast kalandar, samose pet ke andar, kela le gaya bandat, nimbu gutter ke andar!
by Pak101.com (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
1 Makhi 1 Ganjay K Sar Pe Jaa Bethi
Dusri Makhi Ne Kaha?
Waah!Kya Ghar Mila Hai Tujhe
Pehli Makhi Boli
Nahi,Abhi To Sirf Plaat Kharida Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: Khan Sahab
Tumhara Sar Kaisay Phuta?
Khan:Hum Say Keel Sahi Thuk Nahi Raha Tha Kisi Nay Bola
Khan Sahab Khopri Istimal Karo
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Peer ji.. Mere 2 Affairs hain.. Un Dono mai kis k sath Shadi hogi??
Wo khushnaseeb kon hoga??
Peer: pehle se Shadi hogi aur doosra Khushnaseeb ho ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan raat ko Machardani laga kar so raha tha: Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko Torch le kar dondh raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Pathan Se: Yaar meri saas k birthday hay koi sasti aur achi antique cheez batao jo ussay don.
Pathan: O khucha, aisa karo humara Sussar de do.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Khoon se likh diya har diwar pe Uska Naam,
Khoon se likh diya har diwar pe Uska Naam,
Aur fir tod di har diwar jis pe likha tha uska naam,
Kyon Kia.
.
.
SPELLING MISTAKE THI
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
Sardarji standing below a tube light with a open
mouth.................
WHY?
because his doctor advised him "Todays dinner should
be light"
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Emotional Atyachaar-
GF- Mai ro ro k tere liye jaan de dungi
BF-Ok ro le jitna rona hai par 1 buket bhar k rona
mujhe nahana hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Duniya mey Sirf Tum hi Aik Khoobsorat nahi ho., . ( Dost)
Suna ha K "SRI-LANKA" mey koi "Murli Dharan" B rehta hai''
by Pak101.com (few years ago!)
Agr hota yaqeen tere milne ka khawb me ay dost…..
To ham soney se pehle aayat-ul-kursi parh lete.
by Abdul Hannan (few years ago!)