Hint Do Lalooji
Laloo to Rabri: Agar tum batao ki is bag ke andar kya hai, to sare eggs tumare, agar batao kitne eggs to 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke ande kiske hain to vo murgi bhi tumhari.
Rabri: Laloo Ji, Koi hint do na?
by Pak101.com (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Santa(ladki ko chedte hue)-
Aur soniyo ki haal hai??
Ladki (gusse me)- jo haal teri behan ka hai....
.
.
.
.
.
.
Santa- accha toh tu bhi pregnant hai....
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU school me hans raha tha
MOLU chup kar
GOLU-Q,tum kon ho?
MOLU-mai monitor hu
GOLU-mai CPU hu. Ab bol.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Ek Tota Haathi K Uper Betha Aur
Haathi Mar Gaya..
Prove How is This Possible.??
.
.
.
.
.
.
.
Pathan:
Pehly Haathi Ka Naam Tota Rakho Aur
Totay Ka Naam Hathi,,
,
Then This Is Possible.. ;-) ;-p
Pathan Can Prove Anything :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Kon Banai ga Karor Pati?
Pathan: Me.
Q: what is your father name?
Options:
A.Dilawer
B.Changez
c.Feroz
d.Sultan
Pthan: Life line 50/50.
A. Dilawer
c. Feroze
Pathan: Audience Vote,
75% Dilwer
25% Feroze
Pathan: my last line phone a friend.
Kis ko call karen gai?
Pathan: Apne baap dilawer ko.........!
by Raju (few years ago!)
American: Hamare yahan shaadi e-mail se bhi hoti hai.
Laloo: Kamal hai hamare yahan to shaadi sirf female se hoti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
American boy: Dogs can find Bombs in my country, America.
Japanese boy: Fish can play Ball in my country, Japan.
Pakistani: That is not a big matter, Monkey can read SMS in my country, Pakistan.
by Pak101.com (few years ago!)
Khan: Yar Abhi Tumhara Amma Ka Khansi Kaisa Hay?
Friend: Band Ho Gai Hay, Magar Sans Ruk Ruk K Aa Rahi Hay.
Khan: Koi Bat Nai, Khuda Kary Ga, Wo Bi Band Ho Jaye Ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chor Chori Karke Pakda Gaya. Chor Ko Police
Station Le Jakar Puchha Gaya.
Police Inspector: “Tum Ek Hi Dukan Mein Teen Baar
Chori Karne Kyon Gaye?”
Chor: “Sir, Chori To Maine
Pehali Baar Mein Hi Apni Patni Ke Liye Ek Dress
Churakar Kar Li Thi, Baki Do Baar To Mujhe Sirf
Use Badalne Ke Liye Jana Pada“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aadmi Haath Main Cycle Pakadkar Bhaag Raha Tha,Doosre Aadmi Ne Poocha Bhai Tum Cycle Par Kyun Nahi Baith Jaate. Pehle Aadmi Ne Jawaab Diya,Mujhe Jaldi Jaana Hai Isliye..
by Pak101.com (few years ago!)
Ak admi bchay sy. . . . . . . . .
“kia tum rat ko dua parh kr soo ty ho????
Bcha: Nahe, mgr meri ma dua parh k sote ha….
Admi:wo kia prte ha???”
Bcha:”Ya Allah tera shukar ha k muna soo gaya. . .
by hearthackervsgirls (few years ago!)