Machchar ne apni wife
Machchar ne apni wife ko divorce de diya
Pata hai kyu
..
..
..
..
..
.
.
.
.
Bolta Hai..
uske bachhe ki Ragoon me kisi aur ka khoon tha!
by Pak101.com (few years ago!) / 847 views
Similar Jokes
Pappu Ek Din Blood Bank Mein Gaya Aur Udhar Usne Ek Staff Ke Aadmi Se Puchha
Pappu: “Mujhe Ek Bottle Blood Chahiye”
Aadmi: “Blood Group Bolo”
Pappu: “Koi Bhi Chalega”
Aadmi Hairani Se: “Arey Aisi Kaise Chalega?”
Pappu: “Yaar Girlfriend Ko Love Letter Likhna Hai, Samjha Kar“
by Pak101.com (few years ago!)
Chaaro Makaan Teri Mohabbat Me Haar K, Ab Walk Kar Rahe Hain Gireyban Phar K, Biryani Kis Tarha Se Pakey Gi Main Kia Kahon, Daaman Me Chaar Kaddoo Hain Woh Bhi Udhaar K.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki Ne Ek Car Ko Hath De Kar
Roka
QareeB AaNaY Pe Boli
SorY Main Samjhi Texi Hai
Driver Muskra Kar Bola
kamal hai,
“Main Bhi Yehi Samjha tha.;
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Nurse Ka Mangaitar Usay Bari Hasrat Se:
“Jaanu Kash Mujhe Koi Haadsa Paish Aata
To Main Tumhare Ward Main Admit Hota,
Tum Meri Khidmat Karti
Aur Main Jaldi Theek Ho Jata”,
Nurse:
Jaan Tumhe Mere Paas Koi Hadsa Nahi
Balkay Moujza Hi La Sakta Hai,
Kyon K Main DELIVERY Ward Main Hoti Hoon …
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bar Baba Saxidas Ji Ke Pass Unka Ek Shabari Bhkat Pareshan Halat Mein Jata Hai Aur Puucha Hai.
Bhakt: “Baba Ji, Yeh Biwiya Sharab Se Itni Nafrat Kyun Karti Hai?”
Baba Ji Ne Uski Taraf Dekha, Muskuraye Aur Bole.
Baba Ji: “Kyun Ki Sharab Pine Ke Baad Chuhe Jaisa Pati Bhi Sher Ban Jata Hai, Jo Ki Vo Nahi Chahti“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :shalwar k nare ko english me kia kehte hain?
Pathan:P.H.D
teacher:is ka kia matlb hai?
Pathan:pajama holding device.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa-Maine Tumhara No. Kitni Baar Try Kiya But Tumhara Mobile "SWITCH OFF" Tha
Banta-Abe Wo Meri "HELLO TUNES" Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Adab ki inteha!
Mein sirf ye soch kar paper khali de ata hun
Faraz!
K kahin teacherz ye na kahen k agay se jwab deta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
A little boy asked his father;
"Daddy, how much does it cost to get married?"
And the father replied;
"I don't know son, I'm still paying."
by Mohammad Ali (few years ago!)
How do you recognize a Sardar in School?He is the one who erases the notes fromthe book when the teacher erases the board.
by hearthackervsgirls (few years ago!)