Fakeer:Maaji Bhukha Hu

Fakeer:Maaji Bhukha Hu, Khuda Ke Naam pe Khana De Do

Maaji:Khana Abhi Nahi Paka
Fakeer:FaceBook Pe RAHIM

CHACHA k Naam Se Hu
Pak Jaye To update kar dena..

by Pak101.com (few years ago!) / 961 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

CROSS THE ROAD... ONE-HANDED MAN

Q: Why did the one-handed man cross the road?
A: To get to the second hand shop.

by khalid hussain (few years ago!)
Darpok Biwi Santa Ki

Santa Ki Biwi Preeto Bathroom Ka Darwaja Khol Ke Naha Rahi Thi.

Santa Bahar Se Aya Aur Usne Ye Dekha To Bada Hairan Hua Aur Biwi Se Puchha.

Santa: “Oye, Tu Nahate Hue Bathroom Ki Kundi Kyu Nahi Lagati Ho?”

Biwi: “Oh Ji, Mujhe Darr Lagta Hai Ke Nahate Hue Mujhe Koi Keyhole Se Dekh Na Le“

by Pak101.com (few years ago!)
Biwi ney apney shohar ko khoob maara .

Biwi ney apney shohar ko khoob maara .

Shohar rota aur aahain bharta hua keh raha tha:

jo bhi karwa raha hai
America karwa raha hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: kal kyu nahi aye the?

Teacher: kal kyu nahi aye the?

papu: gir gaya tha lag gayi thi.

teacher: kaha gire,kya lagi
pappu:TAKIYA par gira ANKH(EYE)lag gaye

by Pak101.com (few years ago!)
One Black And One Whote shoe

SANTA comes to school with 1 black and 1 white shoe.

Teacher – Go home and change.
SANTA- sir, ghar me bhi ek black aur white hi hai

by hearthackervsgirls (few years ago!)
English me btao

Teacher :is jumle ko english me btao.she is kidding
sardar:wo bache derahi hai

by Sabir shah (few years ago!)
Friend and sardar

Friend:sardar g ap ki bv ko chamr jaye to ap kia tareeqa karen ge

sardar me ki karna jin di apni galti hai ap bughtay ga.

by Sabir shah (few years ago!)
Wife 2 Husband

Wife 2 Husband : sunoji, aajkal ladka bahut paise uddane lagaa hai,

Jahan bhi chhupati hoo, dhoondh leta hai

Father: Saale ki book me rakh de, exam tak nai dhundh paayega !!!

by Pak101.com (few years ago!)
Santa- muje zehar dena

Santa- muje zehar dena
Chemist- pehle Dr. Se lekhwa k lao.
Santa-apni shaadi ka card dikhata h.
Chemist- bus kar bhai rulayega kya,badi bottle du ya chhoti.

by Pak101.com (few years ago!)
Memsahab gajab ho gaya,

Naukrani: Memsahab gajab ho gaya, pados ki teen
auraten aap ki saas ko peet rahi hai.
Memsahab: Chalo Jake Dekhte Hai.
Dono ek ke saath balcony pe aayi aur chup chap
tamasha dekhne lagi.
Naukarani: Memsaheb, aap madad karne nahi
jayengi?
Memsaheb: Nahi usko peetne keliye teen hi kafi hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Wife: khane main kya banau?

Dhokha Nahin De Sakte

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

Bania’s son

Girl's Wish For Life Partner

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Boy and girl of class 2

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook