Friend and sardar
Friend:sardar g ap ki bv ko chamr jaye to ap kia tareeqa karen ge
sardar me ki karna jin di apni galti hai ap bughtay ga.
by Sabir shah (few years ago!) / 783 views
Similar Jokes
A Child 2 Zardari:
.
janab 15 m0nth se Hamaray sch00l mein teacher nahi aya
Zardari:
t0 sch00l kaisay chal raha hai?
Bacha:
jaisay mulak chal raha hai.
by Tariq Bangash (few years ago!)
Eik baba road per ja raha tha,
us ne dekha ke 1 bacha eik gher ki bell bajane ki koshish kr raha tha.
baba bache ke pass gaya aur door bell bajai,
aur bache se kaha ab kya??
Bache ne kaha: Uncle ab bhagoooooo!
by Pak101.com (few years ago!)
1 student ne MBA ka form bharty howe 'Watchman' se pocha:
Janab ye university kaisi hai?
.
Watchman: Boht achi university hai, Mai ne bhi yahan se MBA kia hai.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Tumhari *Namaz… *Roza… Aur… *Qurbani… Sirf aur sirf…! *ALLAH* Ke liye hein… Magar Yaad rakho…! Khaal sirf aur sirf *=MQM=* ke liye hai…
by Hassan Ali (few years ago!)
1 pathan ne molvi ko bohat maara,
kisi ne pucha kyn maara.
PATHAN: ye kehta he tamam muslman jannat ka mazay lenge,
jannat tou hamara bewi ka nam hai¦
by Pak101.com (few years ago!)
Choro ishaq me kia rakha hai,
kbi ami naraz to kbi aba naraz
bujha to apne seene se ishaq ki pyas
kiun k tarboz ka sharbat hai 5 rupee/glass
by Sabir shah (few years ago!)
Main Bewaquf
Main Bewaquf
Main Bewaquf
Main Bewaquf
Ahista Bolo Awaz Yahan Tak Aa Rahi Hai
Ab Ho To Ho
SB Ko Btana Zaruri Hai
Kya....!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy: I Love U,
Girl: Main B Tum Se I love U
Kahon to Kya Karo Gay?
Boy: Khushi Se Mar Jaon Ga,
Girl: Ja Pagle Nahi Kehti.
JEE Ley.
Zindagi Na Mile Gi Dobara.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Hitlar during Speech: Mairi dictionary mai IMPOSSIBLE ka lafz nahi
.
Sardar Uth ke bola: tay mama waikh ke laini ci na Dictionary
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dr. Sheikh Se.
Ap ke Bachay ki Taang kaatni paray gi.
Sheikh zor se Cheekhaa
Dr; kya hua?
Sheikh; Pehlay dasna c mein onu navi juti na lay k
denda!
by hearthackervsgirls (few years ago!)