Biwi ney apney shohar ko khoob maara .

Biwi ney apney shohar ko khoob maara .

Shohar rota aur aahain bharta hua keh raha tha:

jo bhi karwa raha hai
America karwa raha hai.

by Pak101.com (few years ago!) / 963 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

adnan sami

Teacher: Bachön batao pakistan ne jo atom bomb india pe phenka tha aur India ne use pencil bana dia uska naam kia hay?
Students:- (ADNAN SAMI)

by Zia Rasool (few years ago!)
Impossible Is Not In My Dictionary

Naman: Tujhe pata hai “impossible” word meri dictionary mein nahi hai…

Chaman: Arey yaar, ab bataake kya faayda….tujhe dictionary lete samay check karlenaa thaa na…

by Pak101.com (few years ago!)
3 Idiots Best Line

3 Idiots Best Line –

Neend ke piche mat bhago.Agar bhagna hai to padhai ke peeche bhago.Neend jhak mar ke tumhare peeche aayegi!”

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ka Shak

1 pathan jab b nahanay jata to
darwaza khol deta..
Kisi ne waja poochi to us ne kaha:
“Mujhe shak hai k darwazy k neeche
se mujhe koi dekhta hai”…….

by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Teacher:Test yaad hai?

Teacher:Test yaad hai?

Student:Miss me Jaise hi prhne betha to light chali gai,
baad mein is dar se parhne nahi betha,
k kahin meri waja se phir light na chali jay.

by Pak101.com (few years ago!)
Police: Hamen Ap K Ghar Ki Talashi

Police: Hamen Ap K Ghar Ki Talashi Leni Hai Pata chala Hai k Ap K Ghar Main dhamaka khaiz mawad Hai

Aadmi: Khabar To Pakki Hai Mgr Abhi Wo Maikay Gai Hui Hai.

by Mohammad Ali (few years ago!)
Doctor

Doctor ne marez se kaha.main ek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.

doctor .....acha to main ap ko kal se& 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz ka 10 rope ka fayda& nazar aye ga.

by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan k logon ne

Pakistan k logon ne agr
insaaniyat ki koi khidmat ki he
to sab se bari khidmat dusron
ko ye bata kar ki he k . BHAI
STAND OPER KAR LO :D

by Mazhar Khan (few years ago!)
police raid

Suhaag raat ko dulhan k darwazay per zor say dastak hui tou wo dour ker bathroom maen chup gayee.

"kia hua"khawand nay kaha

"maen nay samja k police raid ho gaya hai" dulhan boli

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ka interview tha,

Pathan ka interview tha,

Sawal aya: English main translate karo,

Main Nokri ke lye bohat umeed se hu,

Pathan: I am Pregnant for the Job

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Dhokha Nahin De Sakte

Bania’s son

Wife: khane main kya banau?

Boy and girl of class 2

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Girl's Wish For Life Partner

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook