Boy to his friend
Boy to his friend: Dekho wo ladki meri taraf dekh ke muskura rahi hai..
Friend: Yeh to kuchh nahin yaar,
jab maine pehli bar teri shakal dekhi thi to 3 din tak apni hansi nahi rok paaya tha!
by Pak101.com (few years ago!) / 815 views
Similar Jokes
Dulha Suhagrat Pe Apni Dulhan Ko Pyar Se Samjha Raha Tha.
Dulha: “Sabse Pyaar Se Rahna, Respect Karna, Unka Trust Jeetna, Unki Care Karna, Sach Bolna”
Dulhan Fatafat Uthi Aur Room Ka Darwaza Khol Kar Chilla Kar Boli
“Sab Andar Aa Jaao, Yahaan Satsang Ho Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan boht Deir se apni Hasin mengetar ko dekh rha tha
LRKI Shrma k Boli,
Kya Dekh rhe ho
khan:
Hum Soch rha tha k agr tm hmara
Ammi hota to hm b KHOBSURAT hota,
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 nursery CLASS ka bacha bola-madam main aap ko kaisa lagta hun?
Madam boli
SO SWEET
BACHA apni side Ke Larki se bola
dekha maine kaha tha na
line marti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
What's the difference between Ronald Reagan and Bill Clinton?
Ronald Reagan was an actor before he was President.
by Pak101.com (few years ago!)
Madam Ne Class Mein Ek Naye Aaye Bache Se Puchha
Madam: “Kaun Sa Parindaa Sab Se Tez Udta Hai?”
Ladka: “Hathi”
Madam Ko Ye Sun Kar Gussa Aa Gaya Aur Boli.
Madam: “Nalayak, Tera Baap Kya Karta Hai?”
Ladka Masumiyat Se: “Mumbai Ke Don Hai”
Madam: “Shaabash, Haathi Sahi Jawab Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Bewi shohar say
Bewi: App qurbani ka janwar laoo gaye?
Shohar: Begum mujhe he zibba kar lo
Bewi: Gadhay ki siruf kamai hilal hai
Qurbani nahi..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek larki ghr se bhagne k 3 din baad wapis aai.
bap: ghusse se bola
"ab kya lene aai ho"
larki: patli pin wala charger...
by Pak101.com (few years ago!)
Jo aankhon se hamesha rahtey hain Door
Wah Wah
jo aankhon se hamesha rahtey hain door
.
.
.
.
.
Wo Question Exam me aatey hain Zaroor.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pati ghar jaldi aa gya
Patni ne PREMI(GUPTA JI) ko powder laga kar kone me MURTI ki tarah khada kar diya or pati ko kaha ye MURTI Gupta ji ne di hai.
Pati adhi raat ko uth kar MURTI ke aage Sandwich rakh kar bola: Kha lo Gupta ji, Parso me bhi Tumhare ghar sari raat aise hi khada rha tha sala kisi ne pani b nhi pucha.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathaan fish le k aya
1 Pathaan fish le k aya. Bili use kha gai. Us ko gusa aya, us ne doodh wala patila utha kr us k agay rakh diya or bola
“Isko bhee p ja. tum ko phulberi niklay”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)