Pappu ke uppar bijli ki taar gir
Pappu ke uppar bijli ki taar gir gaii, wo tarap tarap kar marne hi wala tha ke us ko yaad aaya k 2 din se poore elaaqe mai bijli band hai
Pappu khushi se chilla kar bola
"PAKISTAN ZINDABAD"
"K.E.S.C ZINDABAD"
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1264 views
Similar Jokes
Hum nay tumhari yad mai ro
Hum nay tumhari yad mai ro ro K tub bhar diye
.
.
.
.
.
.
Aur tum bewafa aye aur un say naha kr chal diye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Cute Ans.. When a girl asked his Ex-boyfriend
Girl: Do u still love me?
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy: Pyar ka topta nahi,
lekin mere dost aaz bhi mujhe teri kasam detehai. ?
? Kadir ?
by Pak101.com (few years ago!)
Bhai ko bhai se juda kar deti hai"GF"
.
.
.
.
Ma ko bete se juda kar deti hai"GF"
.
.
.
.
.
Biwi aur shohar k beech jhagde paida kar deti hai
"GF" .
.
.
.
.
Insan ko duniya se juda kar deti hai "GF"
.
.
.
.
Gharo me jhagda paida kar deti hai "GF"
.
.
.
.
"GF" mtlab "Galat Fehmi" jo is waqt aapko hui hai!
.
.
.
.
Girl Friend to bechari Masoom hotihai..
by Pak101.com (few years ago!)
Ali ke 4 baache hue, naam rakhe Yusuf Ali,
Altaf Ali, Irfan Ali, Asif Ali,
Fir 5va or 6va bacha hua to Ali ke begum ne naam rakhe – Bas-Kar Ali, Raham-Ali
by Pak101.com (few years ago!)
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya jante ho?
MUNNA BHAI :Gandhi bahut zabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin maloom ke yeh Jayanti kaun hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
4 Pathanon ne mil kar ptrl pump khola.1 bhi customer nhi aya.Q?Ptrl pump was on 1st floor.Phir chaaron ne usi flor pe aik restaurant khola.1 bhi customer nahi. Q?Ptrl pump ka board nhi hataya tha.Phir charon ne 1 taxi li. 1 bhi sawar na hua. Q?2 pathan agay or 2 pathan peechay beth kar sawari dhund rahe thay.Taxi kharab ho gai. Chaaron ne khoob dhakka lagya but taxi wahi ki wahi. Q?2 aagay se or 2 peechay se dkhakka laga rahe the.Phir charon ne 1 bacha kidnap kia. Bachay se kaha apne baap se 5 lac rs la warna tujhay maar den gay.Bacha ghar gya aor us k baap ne paisay bhi die. Q?Bachay ka baap bhi pathan tha……!
by tanveer hussain (few years ago!)
Boyfriend: Darling mein kal tumhaare ghar gaya tha…but lagta hai hamaari shaadi nahi ho paayegi…
Girlfriend: Oh no kyun? papa se mile they kya ? kya boley woh….
Boyfriend: Nahi, tumhaari behan se milaa tha…
by Pak101.com (few years ago!)
Explain The word "AUTOMATICALLY"
....Nahe pata
i"ll xplain... ager koi ganji ladki auto mein bethi ho
to use kehte hain auto_mein_takli
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Poultry farm ke maalik ne sabhi Murgiyon ko order diya.
Agar tum logon ne kal se 2-2 ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band.
Murgiya dar gayi ....sab ne 2-2 ande diye magar ek ne sirf ek anda hi diya"
Malik "Tum ne 1 anda hi diya hai?".
by Pak101.com (few years ago!)
1 Ghar se chuntiyo(ants) ki kataar darwazay se bahar nikal rahi thi.
GHAR k malik ne pucha,"tum sab chuntiya, kaha ja rhi ho."
CHUNTIYA boli,"tum jese kanjus aadmi k ghar pe rehne se acha hay k ham kisi aur jaga HIJRAT(MIGRATE) kar jae..."
MORAL:
yar kuch to sharam karo. ITNI kanjusi b achi nhi hoti ;)
by Pak101.com (few years ago!)