Pita: Beti Sham Dhalne
Pita: Beti Sham Dhalne Se Pehle Ghar Laut Jaya Karo Zamana Bada Kharab Hai..
Beti: Oh Dady, Ab Mein Bacchi
Thodi Na Hoon..
Pita: Issi Baat Ka To Dar Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 641 views
Similar Jokes
Miss: Aj tum late kyu Aaye?
School 8 baje Shuru hota hai phir dair Q ki?
Bcha: Miss Aap b na bs…
Meri
itni fikar mat kiya karen log shak karte hain..
by haleema sadia (few years ago!)
Beta- “Pitaji, koi aaya hai|”
Pita- “Kaun?”
Beta- “Koi mooch waala hai|”
Pita- “Keh do, nahi chahiye|”
by Pak101.com (few years ago!)
Son-Jeevan Bima Se Kya Hota Hai
Baap-Beta,Bima Ek Garib Aadmi Ko Zindagi Bhar Garib Rakhta Hai Taki Marne Ke Baad Ye Amir Ho Jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C
Aaty hai to bachy ne keha k mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9
A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata
hai:
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Faqeerni:a bhaiya 1 rupya dede 3 din se bhuki hun.
Santa:3 din se bhuki ho to aik rupee ka kia karen gi?
Faqeerni:wazan dekhun gi kitna kam huwa hai
by Sabir shah (few years ago!)
Patient: Doctor, I think I swallowed a pillow.
Doctor: How do you feel?
Patient: A little down in the mouth.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan ko school main techear ne kaha:
Translet into english
(Ham Sab Umeed Se Hain)
Pathan:
We are all Pregnant.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dada or dadi ne,apni jawani ke dino ko phir se yad kar ke manane ka socha,
.
unho ney faisla kia ke hum phir drya kinare milangay,
.
dada suba jaldi uth kar tyar ho ke, gulab le kar drya kinare pohncha, boht dair ho gayi dadi nahi ayi,wo ghusse me ghar aya, or phool phainkty howe bola, tum ayi kion nhi?
.
Dadi sharmaty howe boli:
.
Ammi ne jane nai diya
by Pak101.com (few years ago!)
Wife TV Par Cricket Match Dekh Rahi Thi,
Husband Smart Sa Banke Aaya Aur Bola,
Husband: “Darling Main Kaisa Lag Raha Hoon?”
Tabhi Wife Zor se Chillayi: “Chhakkaaaa“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:Tm ne mujhe dokha dia ha
Dukandar:Sir mai nay apko asli radio dia hy.
Pathan: Radio par MADE in JAPAN hy,
or ON kro to kehta hai ye radio pakistan hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)