Bas Stop Pe Pappu
Bas Stop Pe Pappu Ek Ladki Ko Taad Raha Tha
Ladki Ne Usko Tokte Hue Puchha
Ladki: “Mujhe Aise Kyun Dekh Rahe Ho? Tumhari Koi Bahan Nahi Hai Kya?”
Pappu: “Hai Na, Isliye To Dekh Raha Hu”
Ladki: “Kyu?”
Pappu Muskurate Hue Bola: “Wo Kya Hai Ki Meri Bahan Ko Ek Bhabhi Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!) / 959 views
Similar Jokes
Doctor: Meray pass aap k liay aik bad news and aik bohat bad news hai.
Patient: Well, pahilay bad news batain.
Doctor: lab k test results k baad aap 24 hours aur zinda rahain gay.
Patient: 24 HOURS!!! Aur bohat bad news?
Doctor: Mai aap ko 24 hours se talaash kar raha tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Son :
Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Papa :Nahi, Par Kyu?
Son : To Fir Aap Itni Khofnak Mummy Kaha Se Laye ?
by Mohammad Ali (few years ago!)
A beggar- ‘Oh sundari ! Andha hoon.
Sawa paanch rupya de de..
“Husband said 2 his wife- De de, tujhe
sundari bola hai to har haal mein andha hai…”
by Pak101.com (few years ago!)
Noker:sahab g uth jao zalzala ho raha hai.
Sardar:so jao bewakuf hum karyadar hai nuqsan malik ka hona hai humara kia.
by Sabir shah (few years ago!)
Husbnd: Kya tumne mujhe KUTTA kaha? No answer
Husbnd again asks, No answer
Then again he asks,
Wife: Nahi kaha. Plz AB bhoka na bandh karo
by Pak101.com (few years ago!)
pappu 16 bachon aur bv k sath dost k ghar daawat pe gya.
dost ne itni bari family dekh kr gussay se kaha: haya nai aayi?
pappu: nahin aaj uska exam hai.
by Nilesh Kumar (few years ago!)
A Pathan Calls Wife
Ghar Nhi Aa Skta
Car Ka Steering Gera Sb Chori
Ho Gya
After 5 Min
He Calls
Aa Rha Hu
Galti Se Pichli Seat Pe Beth Gya
Tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kia ap k sar pe sengh hain?
Nai,
check kar lo,
paki bat hai nai hain
gadhe k sar pe hote bi nai hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Imagine: Amitabh Bachaan In Kaun Banega Crorepati:Who Is The Chief Minister Of Gujraat A) Laloo Prasad Yadav B) Nitish Kumar C) Mayawati D) Narendra Modi
Sonia Gandhi: Narendra modi.
Amitabh Bachaan: Lock Kar Diya jaaye???
Sonia Gandhi: Lock kar Diya To main Apako 2 Crore Doongi.
by Pak101.com (few years ago!)
1girl fansi laga kar suicide kar rhi
thi
Santa ne window se dekha,
Socho santa kya bola hoga?
... .......
.
.
.
.
Sirf latkne se height nhi
badhegi,mummy ko bolo complan
pilaye
by Pak101.com (few years ago!)