Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai.
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai.
Blonde: Hai.
Frog: Nahin hai.
Blonde: Hai.
Frog: Nahin hai (& jumps into a well.)
Blonde: Isme suicide karne waali kya baat thi?
by Pak101.com (few years ago!) / 708 views
Similar Jokes
Pathan: Raat Ko 1 Admi Ne Chaku Dekha Kar Loot Lia,
.
.
Dost: Lekin Tumhare Pas Tu Hamaisha Pistol Hoti Hai Na,
.
.
.
Pathan: Wo Main Ne Chupa Di Warna Wo Bhi Le Jata….
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek baar NARADJI ne kuch aisa dekha ki vo Behosh ho gaye
.
Taaqat paane ke liye..
.
.
.
.
HANUMANJI "Rajanikanth chalisa" padh rahe the..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan namaz seekhny molvi sab k pas gya.
Molvi sab:
Sana ati hai?
Pathan:
sharmate hue
G Nahi Sana to nhi ati:-( magr Bushra kabi kabi aa
jati hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband to wife: Did you have any boyfriend before our marriage?
Wife remained silent for some time…
Husband: mai es khamoshi ko kia samjhon??
Wife: Abhy gin ne tu dey..:)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
TEACHER: What's the longest word in the English language ?
Pupil: Smiles - because there is a mile between the first and last letters !
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Jie Calls Air India:
How Long Does It Take To Fly To Amritsar??
“Just A Second,”Says Receptionist.
“Thank You”.
Says The Sardar & Hangs Up:))
by Pak101.com (few years ago!)
pappu 16 bachon aur bv k sath dost k ghar daawat
pe gya.
dost ne itni bari family dekh kr gussay se kaha:
haya nai aayi?
pappu: nahin aaj uska exam hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan 4 meter lamby pipe se hukka pi raha tha
Dost ne pocha: Etny lambay pipe se kion pi rahay ho?
.
Pathan: Doctor Sahb ne tambako se door renhy ka kaha hai
…..
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Main ghar late aaya to Dad ne poochha: "Where
were you.
.
Maine kaha: "Friend ke ghar tha...
.
Dad ne mere hi saamne mere 10 friends ko call
kiya.
.
4 ne kaha: "Haan Uncle, yahin par tha...
.
2 ne kaha: "Abhi just nikla hai...
.
3 ne kaha: "Yahin hai Uncle, padh raha hai, phone
dun kya.
.
1 ne toh hadd hi kar di, kaha: "Haan Papa bolo kya
hua...
.
Ab bolo "Har ek friend zaroori hota hai!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Abdul Hannan (few years ago!)