faida
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.
by itrat batool (few years ago!) / 951 views
Similar Jokes
Makan Malik- Makan Kirya 500rs Hoga
Santa-leking apke Makan me chuhe Nach rhe hai
Makan Malik-To 50 rs me Kya katrina nachegi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: What is your name?.
Student: Mera naam Suraj Prakash hai.
Teacher: When I ask aquestion in english,
Answer It In English.
Student: My Name Is Sunlight.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of gawarpan..
Boy : "kya tum facebook use karti ho.. ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl : "nahi
mai bachpan se hi gori hu
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Bhari Bus Mai Ek
Lrki Se Touch Ho Raha Tha….
Larki: Excuse Me Khan Sahib
Aap Acha Nahi Kr Rahy…
Pathan: Itne Rush Mai Is
Se Acha Nahi Ho Skta.
by Pak101.com (few years ago!)
Nice Comments
For ” LOVE ”
Mohabat Aankh
Se Nahi DiL Se Dekhti Hai (Shakspear)
Jo Bar Bar
Mohabat Krte Hain
Wo Mohabat Krna Nahi Janty
(Ghalib)
Mohabat Wo Kheel Hai Jis Main Aqal Haar Jati Hai
(Hitler)
DiL Ki Hazar
Aankhen Hoti Hain
Magar Wo Mehboob
K Aib Ko Nahi Dekh Sakti
(BULLEY SHAH)
Muhabat mat karna kyun k main bhi muhabat ki wajah se badnaam howi hun
(MUNNI).
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Shadi Mein Achanak
Kahin se Ek JINN Aa Gaya..!
Jinn ko Dekhte Hi;
Larkiyon ki Cheekheyn Nikal Gayin,
......
Wahan par Ek BABA Jee bhi the,
Unhon ne Larkiyon ko Kaha ke:
"Sari Larkiyan Mun'h Dho Len.."
Jab Woh Sab Mun'h Dho Kar Ayin to;
"JINN ki Cheekheyn Nikal Gayin.."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai
Daya says: Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein kuch kala hai
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Doctor sahib mairy boyfriend ko andar bhula lejeye
.
Doctor: Trust me mai shareef admi ho….
.
Girl: Nahi Doctor Sahib, apki nurse bahir akeli hai, our mera boyfriend shareef nahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Girl 2 Pandit: Ji mere 2 affairs hain, un dono main kis ke saath shadi hogi? Woh khush naseeb kaun hoga??
Pandit: Pehle se shadi hogi aur dusra khush naseeb hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Sir 15 Din Ki Chhuti Chaiye
Boss:15 Din Ki Chhuti Kyun Chaiye?
Pathan: Cousin ki Shadi Hai.
Boss: Cousin Ki Shadi Mein15 Din Chhuti Kyun?
Pathan: Cousin Ki Shadi Mujh Se Ho Rahi Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)