Kiya Waqt Aa Gaya Hay Insaan Pay Source
Aik kutta doosray se:
Oye aaj kal jahan rush ho wahan se nikal jaya kr.
Doosra: Kyon?
Pehla: Salay, agr dhamaka hogya tu insanon ki moat maray ga.
by Sohaib Tariq (few years ago!) / 913 views
Similar Jokes
Sardar:aik kala bulb dena.
Dukandar:kala bulb ka kia karna hai?
Sardar:dopahir me sone k lye andera karna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Police : Tumhara Dost Kese Mara
Sardar : Pata Nahi Wo Bola Mere Pet Me Chuhe Kud Rahe He
To Mene Usko Chuhe Marne Ki Dawa Khila Di
by Pak101.com (few years ago!)
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan:
Dhiyaan Se Dekh Neechey
Andhay
Four Wheel Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Humene Unke ghar k Samne Nach Nach kar Ghungro Tak tod diye
Zalim Nach Dekhne k bad Keh Gaye Pappu Cant Dance Sala
by Pak101.com (few years ago!)
Santa baalon k saath saath kandhe pe b shampo laga rha tha.ye dekh k wife boli-kya kr re ho?
Santa-ye koi aam shampo nai hai ye Head & shoulder hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Yaar aaj mein bus ke peeche peecha daudkar three rupees bacha liye.
Banta : Kya yaar, tum to bahut murkh ho, agar taxi ke peeche bhagte to 100 rupees bachta!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana
doonga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pathan apna sara sammaan lekar, Geo news ke office gaya,
or bola wo aurat kahan hai jo kehte hai k kahin nahin jaeyega hamare sath rahiye ga,
hum uske sath rehne aya hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Daku Mangal Singh Banta Ke Ghar Mein Ghus Ayaa..
Daku : Sona kahan hai, Jaldi Bataao..!
Banta : Pura Ghar Khali Hai Malko, Jithe Marzi So Jao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man:
Among My 4 Sons 3 R MBA’s.
Friend:
4th?
Man:
He Didnt Study & Became A Barber
Friend:
Y D0nt U Throw Him Out?
Man:
Woi To
GHAR Ka Kharcha Chala Raha Hai..
by Pak101.com (few years ago!)