Freak people out
When I die, I want my friends to keep updating my status to freak people out
by Muhammad Zeeshan (few years ago!) / 571 views
Similar Jokes
Bapu in a computer Exam...
examiner asked,"What is Microsoft Excel?
Bapu: " It is like Surf Excel to clean computer...!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki 10 betiyan thi phir ja
kar uske ghar 1 beta paida hua.
Santa ne uska naam kya rakha
hoga?
.
.
.
.
MUSHKIL SINGH.
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ Was Kissing A Blank Paper
FARAZ-Ye Kya Hai?
R-Mri GF Ka Love Letter He
FARAZ-Magar Ye Toh Khali He
RAAZ-Aaj-kal Hum baat nahin karte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan's Theory About Moon:
"Moon Is Better Than Sun Because,
Moon Gives Light In Night When Light Is Needed,
But Sun Gives Light In Day When Light Is Not Needed"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Do dost film dekhnay gaye rastay main pan ki dukan se paan khareed liya , aur aagey peeche beth gaye,
beech film main aagey bethay dost nai mushkil main kaha yaar peek jama hogayi hai kia karoo
peechey walai ne kaha yaar aglay ki jaib main dalday tou usne kaha n bahi is tarah touu s ko pata chal jaye ga
tou peechay walai ne kaha abhi tak tujh ko pata chala ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa : Yaar Tu Itna Bada Ho Gaya
Aur Phir Bhi Abhi Tak Tere Ko
Dadhi-Mooch Nahi Aayi?
Banta : Yaar Main Bilkul Apni Maa Par Gaya Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Phatan bank lootne gaya wahan gun dikha kar sara Paisa loot liya.
Per us k hath kuch nahi aaya.
Kyon?
Q k sare paise usne manager ko diye aur kaha: "Sare paise mere account mein jama kar do." -
by hearthackervsgirls (few years ago!)
3 Best Things in Life
.
.
.
.
.
1. Raat ki Neend
.
.
2. Dopahar ki Neend
.
.
3. Subah ki Neend …
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha On 1st April:
Mama Kitchen Mai Nokar
Nokrani Ko Kiss Kar Raha Hai
Mama: Abhi Ja Kar Main Us Ka Dimag Thek Karti Hun
Bacha : Haha April Fool
Woh To Papa Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad Pathan Se Pakistan K Kitny Soobay Hay?
Pathan : (4)
Ustaad Sahabash Un K Naam Batao
Pathan: Mashrik, Maghrib, Shumal, Junoob
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)